buhat khub
Payaam aaye hain us yaar bewafa ke mujhe
Jise karaar na aaya kahin bhula ke mujhe.
Judaiyan hon to aisi ki umra bher na milen
Fareb do to jara silsile bara ke mujhe.
Nashe se kam to nahin yaade-yaar ka aalam
Ki le ura hai koi dosh ke hawa ke mujhe.
Main khud ko bhool chuka tha mager jahan waale
Udas chor gaye aaina dilkha ke mujhe.
Tmahre baam se kam nahin rifaite-daar* *Height of dost
Jo dekhna ho to dekho nazer utha ke mujhe.
Bichi hui hai mere aansuon main ek tasveer
'Faraz' dekh raha hai wah muskarake mujhe.
vry Nise
جن کا ملنا Ù…Øال ÛÙˆ آتش
ان Ú©ÛŒ یادیں عذاب Ûوتی Ûیں
its my fb page clik and join me ... its poetry page
http://www.facebook.com/Never.Let.U.Go.142
Shukriya Zindgi and DB
aapne is ghazal ko pasand kiya
sachii daad inayaat ki.
Bohatt aallaa janabb
Nice choice
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
very nice ......
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!