nice
Khirkiyan kis tarha ki hain, aur dar kaisa hai wo
Sochti hun jis mein wo rehta hai, ghar kaisa hai wo
Kaisi wo aab_o_hawa hai jis mein wo leta hai saans
Aata jata hai wo jis per, rah_guzer kaisa hai wo
Kaun si rangat k hain us k zameen_o_aasman
Chaon hai jis ki yahan tak, shajar wo kaisa hai
Main to us k ek ek lamhay ko rakhti hun shumaar
Aur meray haal_e_dil say kaisa bekhabar hai wo
Us ka hona he bohat hai, wo kahin hai to sahi
Kaya sarokaar us say hai mujh ko, kaisa hai wo...
nice
nice
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
thanks for sharing ...
zabardast
کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا محسنؔ
Bohat Khhoob Jee :-)
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)