yun Tu mohabbat sab hi krte hain
rishte wafaon ke sab hi banate haiN
nibhaNey ka waqt jab ata hai
tu kitna saath dete hain??
woh akhir ch0r jaTey hain
koi koi hi hOta hai
jO mOhabaton ki laj rakhta hai
wafa ka paas rakhta hai...
Asalam u Alaikum
Is bar ap Ko apne Forum ki pyaari si Poet..
Mishaal
Ki likhi gayi nazms ya ghazals share karni hain..
Rules.
last date 21st jan hai.
Same nd Edit sharings cancle ho jaye gi
ik member ik hi bar sharing kar sakta hai...
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
yun Tu mohabbat sab hi krte hain
rishte wafaon ke sab hi banate haiN
nibhaNey ka waqt jab ata hai
tu kitna saath dete hain??
woh akhir ch0r jaTey hain
koi koi hi hOta hai
jO mOhabaton ki laj rakhta hai
wafa ka paas rakhta hai...
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
zara si dair lagti hai
bharosa toot jane Mein
zara si dair lagti hai
dilon ke rooth jane mein
zeher ka zehrila
neela pan phoolon per
urhane mein...
safar aziyat ka krne mein
jabbar tabiyat per karne mein
zara si dair lagti hai
mohabbat se mukarne mein
zara si dair lagti hai...
kabhi aisa bhi hojae..
mohabbat waqt de khud ko
bharosa baksh de khud ko
koi lambi musafat ho
aur phir se jor le khud ko
magar aisa nahiin hota
koi aisa nahiin karta
zara si dair lagti hai
bharose toot jate hain
ke rishtey ch00t jate hain
zara si dair lagti hai
musafir lout jate hain
zara si dair lagti hai...
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
itni best poetry hay mishal ki
kay ksi aik ko select kara bohat mushkil ho raha tha
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
kitNi Muddat sey
Khul kr muskuraYi nahiin huN
haan wOh aiSey haseen
muskuraTey din the jinhein
bhOOl paayi nahiin hoN
in HontOn ko jab jab yaaD ata hai
aPna wOh muskuRana
Ajnabii lagTa hai Apnaa aap
Is aziYat sey Peecha chuRa payi nahiin hun
aksar Dunia mein
LogOn ki bherh meIn guM ho jati hoN
der paa kOi ashnaayi Bana paayi nahiin hun
kitNi Muddat sey
Khul kr muskuraYi nahiin huN
haan wOh aiSey haseen
muskuraTey din the jinhein
bhOOl paayi nahiin hoN
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
In ankho mein jo utrey hain
sitarey naam ke mereY
lab0n per dheemi c muskaan
ke GheRay Hain..
Sun0 yeh besabab tu nhi hai ?
chalo iqraar kar lo na
mere bin tum AdhooRi h0 !
Adawat Aur MOhabbat Mein..!!
Yahii Tu FarQ hai Jannaa !!
Adawat tor deti hai..
Dil0n Mein Mail Bharti haI
Sabhi Rishtey sabhi natey
Kahiin Kuch Bhi Nahiin Rehta
SabhI Kuch Ch00t JaaTa hai
Sabhi Kuch toot jaata haI
Mohabbat Khawab ki Surat
Dil0n ko J0r Deti haI
Nazarey Kainaat Key
Usi Key Dam Sey Zinda Hain
Sabhi Rishtey Sabhi BandhaN
Usi Key Dam Se BaqI Hain
Usi Key Sehar mein KhoYe
Usi Key DaM Se ZinDa HaIn
Adawat Aur Mohabbat Mein..
Yehi Tu FarQ HaI JaNNa..!!
Adawat Tor DetI HaI
M0HabbaT J0r DetI HaI..
Mishaal....
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
Yeh Afsana-E-Mohabbat'
Ye kahaniyan wafa ki''
Koi aur zikar chhero
mera dil lahu lahu hai..!!
Assalam-o-Alaikum all !
Poetry Dedicated to:''Hunza valley''
Phir doob Rahi hain Bastiyaan
Aur ho rahi hai Vaadi veeraan
Qudrat ka husn hai Apni jaga
mager ho gaye hain Ghar barbaad
vaadi-e-Hunza maho-e-faryaad hai
Kaun suney ga unki Pukaar???
hukumraan Khuda ban bethe hain
Unko Nahiin hai koi ehsaas
un masoomo ki pukaar sun le koi
Jeena unhey phir se seekhade koi
Ghar unka phir se banade koi
woh khawab phir se jaga de koi
Jo ronaqein manand par gayi hain
woh ronaqein phir se lauta de koi
yeh haath agay barhaye hum
aik umeed phir se jagaye hum
un ankhon ko muskurana seekhaye hum
Yeh pehla qadam uthaye hum
Mishaal
Last edited by ~ALone~; 13-01-2012 at 10:54 AM.
Dil Agar Majboor Ho Jaye Tu
Aur Kuch Samajh Na Aye Tu
Dil k0 ApnI KarNey d0
Rasta usk0 Chunn'ney D0
Dil Ki Jab BhI Man0 Gi..
KhushIyaaN utNi Pa0Gi
Dekh0 Subha ka UjaLa
Har Pal Sang TuM Pa0gI
KoyaL Phir Sey ChehKey Gi
Tum MuSkUra0 Gi
Ankhein Band Kar Key Dekh0
Mujhk0 Sang TuM Pa0 Gi
Dil k0 ApnI KarNey D0
RasTa Usk0 Chunney D0
Dil Ki Jab BhI Man0 Gi..
KhushIyaaN utNi Pa0Gi
Bas..Dil Ko ApnI KarNey D0..