DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
Walaikum Assalam,
hmm serdi tu hai kabhi kam hoti hai kabhi zyada...
but enjoy bhi kerte hain.. wese karachii mein itnii nhi hai jitni baqi jaghon per hai..
magar jo yeh kehte hai ke karachi mein serdi kb hoti hai woh ghalat kehte hain.. beshak itni nahiin hoti mgr beherhaal hoti zaror hai.. specially subha aur shaam ka waqt infact midnight tu buhut ho jati hai.. hana dusre cities se aney waloN ko wahan ki nisbat yahan mehsoos nahiin hoti hogi.. mgr karachi walon ke liye yehi srdi buhut hai..
wese im waitinG for Barish asal sardi uske baad honi yahan mgr sardiyon ki baarish mein maza buhut ata hai thandi thandi boonde haath pe girti hai tu buhut acha feel hota ahi phir cofee wagera ke dour chaltey hain.. kbhi kbhi pakorey bhi yum.. mein raat mein phr khane ka menu acha rakhti hun..
Assasin ki aik baat se agree hoon serdiyaan ati hain tu sab kuch ulat pulat ho jata hai mera ishara routine ki taraf hai kuch kerne ko dil nahiin chahta specially subha aur midnight koi kaam kehde mujhe tu moodoff raat mein neend se uth kr kuch krna samne wale ka sar pharne ka dil chahta hai Ammi abbu ke ilawah
Serdiyon mein mujhe raat ki raani,Gulabi gulaab ke plants buhut ache lagte hain unki khusboo sarey terrace per phel jati hai itna pyara nazara hota hai
aik dafa hum sardiyon mein murre aur sawat ki taraf nikle the baraf bari bhi ho gayi thi buhut maza aya tha i think 2004 or 05 ki bat hogi...
ab ke dekhein jate hain kahiin ya nahiin halaat tu sahi ho jaye
Alhamdullilah