Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
[QUOTE=sweet.kiran;1302738]
ye topic(aek or sawal)
http://sachiidosti.com/forum/gup-shu...er-sherni.html
ap bohat Alla hAllah ki bat karte hian..as topic mai k sherni q nai sajti sanwartii??
to Allah Allah karna chur do ap k naam ka wird shuro kar do?
kaheen se jeene deti hain aap,pehle meyari thread ho,interesting thread ho etc or agar wesi thread laag di to ab es thread ka badla os thread pe nikaal rahe ho ap!
Orat ko to Khuda ne haq dia hia k apne HUSBnD K kiye sajoo sanwroo..QURAN PAK mai likha hia..to kia ap ki SHEERRNI ko Allah NE apne QURAN mai sajne sawrne ka hukam dia hia???
nihayat jahilana sawal kar rahe ho ap ap k es jahilana sawal ka mai ne agar jawab dia to baat kaheen se kaheen chali jaey gi.esa sawal kia hai jis ka quran se koi link nahe hai par apni baat ko authentic banane k liye quran k sath jur dia hai.
ap ALLAH ki ashraful makhlokat ko janwaroon se tashbi re rae hooo..had hia bahii ap ki sochh pee.
tashbeeh mene nahe aap ne di hai apne jahilana andaaz se.
ye topic
http://sachiidosti.com/forum/gup-shu...che-dekho.html
ZUUUHAIIBBB sahab AlHamduliilah Hum musalman hian.or hamee b aqal o shoor hia,,ab ap baten as topic mai kia bat ho sakti the????
mashAllah bari khushi hoi ap musalmaan hain or aqal bhi rakhti hain.
ap muje ye bataey namaaz 5 bar he kion parhe jati hai ek bar kion nahe parhe jati ya ek bar parhne ka hukam kion nahe hai?
5 bar es liye k insaan ka word he nasiyaan se nikla hai jis k maini bhool jane k hain or insaan bhi bhool jata hai k mai donia mai kion bheja gaya hon,mere opar koch farz hain jo Rabb ne farz kiye hain muj pe os k liye he rabb ne 5 bar namaz ka hukam dia or azaan se ose apne bhole howe farz ka yaad karaya jata hai or vo azaan sun kar ghaflat se jaag kar namaaz ada karta hai.
or ye jo dars hote hain ek bar he kion nahe ho jate bar bar or bar bar kion hote hain?
esi liye ta k insaan apni islah kar le.
or kon nahe janta ye sab bate par amal kon karta hai?
amal karne k liye he bar bar achi bhali baat ko yaad karwaya jata hai.
wese to hum ye bhi jante hain k hume 5 wakt ki namaaz k sath sath sada,zakaat,kheraat or ghareebo ki help bhi karni chahiye,hamsayon k sath acha sulook karna chahiye kitna karte hain hum,jante to hain na hum ya nahe jante?
jane ya na jane se kia hai baat jan kar amal karne ki hai.
ap k sare thed ya too siyasi hian ya too Islami..
islami therd mai without reff behas karna posibl nia orr na he mai ya ap as kabill hian q k hame too thek se ye he nai pata k denn ISLAM hia kia too..pehle DEEN ko too samje ...DENN ka pata nai bat krni start
kheeeerr bat lambi ho gaii..umeed hai ap samjee too nai hun geeeeeeee
meri har baat har thread mai ek poshida baat hoti hai jo sab ki samajh mai nahe ati os islamic es liye hote hain kion k humari pehli pehchan islam he hai na k koi or,or islam se rishta mai khud bhi jurne ki koshish karta hon or dosro ko bhi targeeb deta hon.
bas yehe soch kar bethe raho k hume to ye nahe pata vo nahe pata par kabi jane ki lagan or justaju peda mat karna ap log.
mai aap logon ki posts se boht pehle he sab samajh gaya tha k ap loog kis type ki post or kis type k comments kare ge or vohe he howa hai.
to jo request ap ne muj se ki hena vohe request mai aap se ab karta hon k ap zara khule or bare dil k sath meri baat ko samjhe.
lolzz
ulta chur kootwaal ko dhante.lolzzzzzzz
mere threads mai kia show hota hai k mai insaniyat ki tazleel kar raha hon koi ek thread ka refer to de muje?
han be shak Haqeeqi manzil Allah ki zaat tak pohnchna he hai or os ko pa lena he asal kamyaabi hai.
mene yahaan kon se apni tareefo k pull bana diye hain ya apne aap ko afzal tareen insaan keh raha hon ap jis mind se ye baat kar rahe hai na k apne aap ko khatam karna parta hai to mohtarma ab zara esi baat ko mind mai rakh kar mere threads pe ghoor kare chand ek ko chur kar k ye apne aap ko khatam karne wale insan k he threads hain warna es type k or koi threads kion nahe lagata?
mene kisi ko be izat nahe kia na he mai kisi ko degrade karta hon haan jab loog muj pe ungilyan othaey ge to mai ne baat to karna hai ab meri os baat karne ko agar koi apni be izati samjhe or ye samjhe k ye meri insult kar raha hai or khud ko afzal or bala tar samajh raha hai to ye mera nahe os ki aqal or samajh ka fault hai.