meray paas bhi bht kuch ha is baray mai kahnay ko...par inna sara parh lu gay kyaa ?
apiya kehte hain jin ko bigarna hota hai wo band gharo mei beth k b bigar jate hain.
is mei sckol wagera ka koi dakhal nai..wo bache b hain jo chote skols mei parhte hain...position holder hote hain un mei attitude koot koot k bharra va hota.....
.is k baraks kuch bare skol k bache aese nai hote.......
ghar ka mahol chale esa na ho per bahir ka mahol b asarandaz hota....kehte sangat achii honi chaiye
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
meray paas bhi bht kuch ha is baray mai kahnay ko...par inna sara parh lu gay kyaa ?
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
in schools k bachay baray maan baap k hotay hain ... well main nai bhi suna hai aur main suni hoyi baton par yaqeen nahi karta ... laikin kuch students aisay daikhay hain me nai jo beacon house school say talluq rakhtay hain ... main nai un bachon main bachon jaisi koi baat daikhi hi nahi ... hamaray apartment main aisay students hain woh chat par larkiyon k sath baithay hotay hain garmiyon main lite janay k baad main aksar jata hon too nazar parh jati hai kisi konay khanchay main hotay hi hain aur students bhi woh 8th aur 7th k hain ... aiteraaz larkay ka uper baithna nahi aiteraaz is baat par hai k us k pass bhi larki hai
Bachay nahi ab to budhay masoom hotay hain
waja ..??
sab barI waja TeacheRs ka Students ke naz uThana.. dusre..bacHOn ke paRenTs ka wadda dabaO hOta ahi teachers per..
Aur kuch teachers aisi bhi hOti haiN jo KhuD bachon ko aisI taleeM deti haiN aisey lehjey aur attituDe se baaT krti haiN ke bache unko dekh kr seekhte haIn.. aik alag qisam ki akarr ajati hai..aur parenTs ka itna holD hota hai un schools mmein ke bacHOn ko high percentage marks dena school's ki majbooRi hOti..BachOn meiN"MeiN" yahiin se janaM leti hai..
Alhamdullilah
friends i think is ki waja ghar ka mahool aur un ko di hoe beja facilities hain.....
jab subha woh uth'ty hain to bejaey maa ky aaya un ko tyar kerti hai....... us bachy ki dada ki umar ka shamoo kaka jab un ky shoes polish kerta hai........
ap na school bag uthany ki zehmat nhi kerty........ yahan tak keh gari ka gate bhi driver kholy.........
jab us bachy ki gelti pe us ko is waja sy punishment na dena ke us ky papa school ky top donater hai aur yeh bat us ny apny papa sy suni hai........
jab woh bacha AC car main beth ker road pe chalti bus pe letky log dekhta hai to........ proudy feel kerta hai....
Jiss cheze kay lieyy aap word Proundness use karr raii hain i think issayy Confidence b kahaa ja saktaa haiii.......
chand aik cases main Proudness hota hoo gaa aor wo b bachay ki nature ki waja sayy otherise meraa khiall hai achaa school bachay ka confidence improve kartaa haiii
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§