Results 1 to 7 of 7

Thread: Konsi Kitaabein?

  1. #1
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Konsi Kitaabein?


    mujhe koi achi achi se urdu adab ki kitaabein suggest karein, Pakistan se mangwa loun
    any topic, any writer

  2. #2
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Konsi Kitaabein?

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post

    mujhe koi achi achi se urdu adab ki kitaabein suggest karein, Pakistan se mangwa loun
    any topic, any writer
    Kiss topic par aap parhnaa chahtii hainn........?





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,948
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

  4. #4
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Konsi Kitaabein?

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post

    Kiss topic par aap parhnaa chahtii hainn........?
    hmm, like novels ho jayen, fiction, non-fiction. history per ho jaye. partition per. Islamic. mazah.
    agar aap parhtay hein to aap woh kitaabein bata dein, which have long lasting impact. like something jo parhni chaiye

  5. #5
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Konsi Kitaabein?

    Novel jo mjhay passand hainn....

    Udass Naslain By Abdulah Hassan
    Aag ka darya by Qurrat ulain haidar
    Raja Gidh by Bano qudsiaa
    Ishq ka Ain by Allem ul haqq haqii
    Ishq ka Sheen by Ammul haq haqqii
    Karb e aashnaii By Tahir javed Mughal
    Nasoor e Narasaii by Tahir javed mughal
    Devi By Tahir Javed mughal
    Khuda aor mohabbat by Hasim nadeemm
    Fixon main
    Inkaa,Akabla,Barhamchari,Khabeess by
    Anwar siddiqii
    Mazzahh main Dr Younus butt sab say best hai

    Long losting impact kay lieyy..

    Kajal Kothaa aor Piya Rang Kalla By Baba Muhammad Yahyaa Khan
    Zawiya by Ashfaq ahmad
    Tilashh By Mumtaz muftii
    Do Hath by Ismat Chughtaii
    Saadat Hassan Muntooo,

    islamic main Kashfal mahjoob by Shiekh ali Hajveri

    abii too yehii zehan main aa rahii hainnn





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  6. #6
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Konsi Kitaabein?

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post
    Novel jo mjhay passand hainn....


    Udass Naslain By Abdulah Hassan
    Aag ka darya by Qurrat ulain haidar
    Raja Gidh by Bano qudsiaa
    Ishq ka Ain by Allem ul haqq haqii
    Ishq ka Sheen by Ammul haq haqqii
    Karb e aashnaii By Tahir javed Mughal
    Nasoor e Narasaii by Tahir javed mughal
    Devi By Tahir Javed mughal
    Khuda aor mohabbat by Hasim nadeemm
    Fixon main
    Inkaa,Akabla,Barhamchari,Khabeess by
    Anwar siddiqii
    Mazzahh main Dr Younus butt sab say best hai

    Long losting impact kay lieyy..

    Kajal Kothaa aor Piya Rang Kalla By Baba Muhammad Yahyaa Khan
    Zawiya by Ashfaq ahmad
    Tilashh By Mumtaz muftii
    Do Hath by Ismat Chughtaii
    Saadat Hassan Muntooo,

    islamic main Kashfal mahjoob by Shiekh ali Hajveri

    abii too yehii zehan main aa rahii hainnn

    Talash
    Zaviya
    Khuda aur Mohabbat
    Isha Ka Ain
    IShq Ka Sheen
    yeh to parhay huey hein

    Udas Naslein( yeh bhi download ki thi, but book behtar rahay gi)
    Raja Gidh (thori si parhi hue hai, magar lenay ka irada hai)
    Kashful-Mahjoob (is ke to kaye tarjumay hein, so kis ka behtar hai?)

  7. #7
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Konsi Kitaabein?

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post



    Talash
    Zaviya
    Khuda aur Mohabbat
    Isha Ka Ain
    IShq Ka Sheen
    yeh to parhay huey hein

    Udas Naslein( yeh bhi download ki thi, but book behtar rahay gi)
    Raja Gidh (thori si parhi hue hai, magar lenay ka irada hai)
    Kashful-Mahjoob (is ke to kaye tarjumay hein, so kis ka behtar hai?)
    Download ki bajaieyy Kitabii Shakal main Novel parhnnay ka allag hii Luttaff haiii....
    Main nayy Kashfal Majoob kaa Joo Tarjama Parhaa haii woo Ghulamm Muueenn ul deen Naeemii Ashrafiii sahib kaa haii,

    kuch aorr achayy novless b hain,jin ka urdu adab main achaa makkam haii...

    Khaddjaa Masttoor kaa Aangann
    Inmat Chughtai ka Terhii lakeerr
    Jameelaa Hashmii kaa Chehraaa
    Intazzar Hussain ka Basstii
    Ahmad Abbas ka Inkallabb
    Siddiiq Sallikk kaa Pressure kukkarr





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •