very nice shairing
Jitna Shaffaf hay tera aanchal
Koi mousam bhi hum ko raas nahin
woh nahin hay tou kuch bhi paas nahinaik muddat say dil k paas hay woh
aik muddat say dil udas nahinjub say daikha hay shaam aankhon mein
tub say meray qayaim hawas nahinmeray lehjay mein us ki khushbo hay
us ki baaton mein meri baas nahinJitna Shaffaf hay tera aanchal
Utna ujla mera libaas nahinsamnay meray aik darya hay
hont sokhay hain phir bhi pyas nahinjis ko chaha hay dil-o-jan say saqi
janay woh kion nazar shinaas nahin
Umdaaa
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا