khoob
Aaj Phir Pur Malal Hain Ankhein
Jane Kis Gham se Laal Hain Ankhein
Chahtein b Musaftein Hain Kya
Kyun Thakan se Nadhaal Hain Ankhein
Dekhta Hun use to Marta hun
Meri Jaan Ka wabal Hain Ankhein
Lab o Rukh Mazhar e Kamal e Husn
Sb se Barh kr Kamal Hain Ankhein
Aarz o Lab k Murghzaroon Main
Sehme sehme Ghazaal Hain Ankhein
Baat Krti Hain Naraz Lehje hain
Kaisi Sheeren Muqaal Hain Ankhein
Daam Mai hi Asim na AA Jana
Phenkti Dil pe Jaal Hain Ankhein
khoob
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
Dekhta Hun use to Marta hun
Meri Jaan Ka wabal Hain Ankhein
wah
walikum salam
bohaaaat khobsurat,kamal ki ghazal hay
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
wahh Khoobsurat
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
aap sb ka shukriya
hmm nice
Alhamdullilah