i think aap log es din ki history nhi janty ek yahodi ne es din ek larky aur larki ko bina shadi ke akatha rehny ko jaiz qrar dya tha ye din usi yahodi ki yaad main manaya jata hai main es din ka bycot krta hoon i hate it....
Valentine's Day originated from St. Valentine, a Roman who was martyred for refusing to give up Christianity. He died on February 14, 269 A.D. Legend also says that St. Valentine left a farewell note for the jailer's daughter, who had become his friend, and signed it "From Your Valentine". Other aspects of the story say that Saint Valentine served as a priest at the temple during the reign of Emperor Claudius. Claudius then had Valentine jailed for defying him. In 496 A.D. Pope Gelasius set aside February 14 to honour St. Valentine.
i think aap log es din ki history nhi janty ek yahodi ne es din ek larky aur larki ko bina shadi ke akatha rehny ko jaiz qrar dya tha ye din usi yahodi ki yaad main manaya jata hai main es din ka bycot krta hoon i hate it....
hmmm nice sharing... n aaj kal media nay kcha isi he surat-e-haal paida kr di hai k young generation ikhlaqiyaat say bht gir jatay hain...
main is baat k khilaaf nahi k love day manaya jai.. laikin ye din un kliye nahi jo dates or etc jaisay fazool kaam kartay hain.. han apnay behan bhaiyon, ya life partners, ya parents ko apnay pyaar ka izhaar karna bura nahi/// laikin is kisam k jhootay saharay lay k karna bura hai.. or aik musalmaan honay k naatay humien yeh zaib nahi daita ...
yeh sari rawayaat un logon ki hain jin logon ki nazar main apni he maa behan ki respect nahi hoti...
@sweet kiran sis... aisay larkiyan or larkay hain hamari society main jo aisi harkatien kartay hain bhool jatay hain k humein hamara deen kia sikhata hai or ik pal apnay maa baap ki izzat ko mattti main mila daitay hain...
Bs ALLAH humien in gunahon say mehfooz rakhay or acha insaan, or sacha musalmaan banny ki tofeeq ata karay. Aameen
...I Know Its Immature And Childish......But I want A Fairytale ending...
ufff kitni behs kar arhe na sab...balke lar rahe apis mei...wo b valentine ko le k
jis ko manana hai wo manaye jis ko nai manana wo na manaye mere khayal se sab k pass damag haii......to apna bura bhala sab soch sakte hain.......
to is tarah se behs na ki jaye...or agr behs karni hai to GS mei thread laga k ki jaye aram se sakoon se...
well nice poetry
Last edited by SenoriTa; 14-02-2012 at 02:32 PM.
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!