sab kuch maa k barey mein he kaho gay ya saas k barey mein b kuch irada rakgtey ho kuch us k lia b bol ,bol do ,ajj ka saal me tum se pouchti hon kia hai saas maa k bara bar hai ya phir,saas b bura kehti hai maa b bura kehti hai galiyan maa b deti hai or saas b phir itna saas ko bura kyun kaha jata hai ,larki jab sadi kar k susral jati hai us k beitey ko apna banati hai to us maa ka itna haq nh k us ki koi marzi ho ya apna hukum chalei apney bachey pr to itni sari larkian kyun gar ko alg kar deti hain koi is sawal ka jawab dey mere ko wo b maa hai to wo b maa hai,itna to maloom hai k asman or zameen mein faraq hota hai pr saas or maa me kia faraq souchney ki baat nh hai saas k dil mein b utna he hai jitna k maa k ....saas kia hai ,kia saas maa nh hoti ya phir saas b kabhi kisi zamaney mein maa thi ya phir saas kabhi maa nh hoti
nice