Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 10 of 24

Thread: Insan aur pakistan

  1. #1
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Insan aur pakistan

    ASSALAM O ALAIKUM ,
    Respected Memmbers,mera muqsad yahan Pakistan ko badnam kerna nahi bulke Pakistan mein rehny waly insanon k haqooq ki taraf he .Misaal k taur per

    1. Ager koi Educated he tu uss k moqably mein uss k pass rozgar Nahi

    2. Ager kissi k pass Malo Zer he tu uss k biwi bachon k aghwah ya murder
    ki waja se khair Nahi

    3. Ager kissi ko Medical Problems hein tu Govt.Hospitals mein Funds
    ya according to disease Facilities Nahi

    4. Kissi k pass rehny ko Makan nahi tu kissi k pass khany ko kuch nahi

    5. Nojwan Nasal ka aye din Motorbike per one wheel show ki waja se family
    member's ka bahi visit Nahi.

    6. Garmiyon mein Bijli Nahi tu Sardiyon mein Gass Nahi .

    Issues tu be shumar hein laiken fill haal humein in ka hi hull talash kerna chahiye,kiya Pakistan mein peda hony wala bacha in haqooq se mehroom hi rahye ga .kindly inn issues ko gup shup k andaz se hi discuss kijiye ga issy politic ya religion se attach mutt kijiye ga…thanx
    Last edited by Assassins; 21-02-2012 at 08:38 PM.

  2. #2
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Modrators.Kindly iss ka formate aur spell sahi ker dijiye post mein jaldi ho gayi

  3. #3
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by Raja G View Post
    AA ,
    Respected Memmbers,mera muqsad yahan Pakistan ko badnam kerna nahi bulke Pakistan mein rehny waly insanon k haqooq ki taraf he .Misaal k taur per

    1. Ager koi Educated he tu uss k moqably mein uss k pass rozgar Nahi

    2. Ager kissi k pass Malo Zer he tu uss k biwi bachon k aghwah ya murder
    ki waja se khair Nahi

    3. Ager kissi ko Medical Problems hein tu Govt.Hospitals mein Funds
    ya according to disease Falities Nahi

    4. Kissi k pass rehny ko Makan nahi tu kissi k pass khany ko kuch nahi

    5. Nojwan Nasal ka aye din Motorbike per one wheel show ki waja se family
    member's ka bahi visit Nahi.

    6. Garmiyon mein Bijli Nahi tu Sardiyon mein Gass Nahi .

    Issues tu be shumar hein laiken fill haal humein in ka hi hull talash kerna chahiye,kiya Pakistan mein peda hony wala bacha in haqooq se mehroom hi rahye ga .kindly inn issues ko gup shup k andaz se hi discuss kijiye ga issy politic ya religion se attach mutt kijiye ga…thanx
    W S
    is liey k main theek nhi hon jab main theek nahi hon to kaisay ksi aur

    ko bura kahay kiya woh hum mai se hi nahi jo in posts pe hai jo yeh kam

    kr rahay hain aur logo ko dhoka de raha hai to zrorat hai apnay aap ko

    theek karnay ki......(zrori nahi aap is baat se agree karain)

  4. #4
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: Insan aur pakistan

    sabar karoo dost sab theek ho jayega pata nahi kaisay
    haters gonna hate - Insan aur pakistan
    Hum Chalay Zamana Jalay
    gifbinhatersgonnahate - Insan aur pakistan

  5. #5
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post
    W S
    is liey k main theek nhi hon jab main theek nahi hon to kaisay ksi aur

    ko bura kahay kiya woh hum mai se hi nahi jo in posts pe hai jo yeh kam

    kr rahay hain aur logo ko dhoka de raha hai to zrorat hai apnay aap ko

    theek karnay ki......(zrori nahi aap is baat se agree karain)
    Maliha


    ye hi zaroori he k aap ki baat per agree kiya jaye.laiken jo log khud theek hein un ka kya qasoor alternative uss k jo theek nahi hein un ko kon theek kery ga

  6. #6
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Karachi
    Posts
    3,930
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1530 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Insan aur pakistan

    i think hamy sirf apni sooch ka zaviya theek kerny ki zarorat hai..............
    1383466 1388375978065877 814058537 n zpsc25ba847 - Insan aur pakistan

  7. #7
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by Mr. Bean View Post
    sabar karoo dost sab theek ho jayega pata nahi kaisay

    Sabar tu ker liya ab putta kerna baqi he

  8. #8
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by murad View Post
    i think hamy sirf apni sooch ka zaviya theek kerny ki zarorat hai..............
    ye hi sach he

  9. #9
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by Raja G View Post
    Maliha


    ye hi zaroori he k aap ki baat per agree kiya jaye.laiken jo log khud theek hein un ka kya qasoor alternative uss k jo theek nahi hein un ko kon theek kery ga
    Geehon k sath Ghun bhi pista hai ye to aap nay suna hoga na

  10. #10
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post
    Geehon k sath Ghun bhi pista hai ye to aap nay suna hoga na

    Baat tu aap ki theek he ,laiken kissi tariqa se Gheehon Ko elehda nahi peesa ja sukta

Page 1 of 3 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •