Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 11 to 20 of 24

Thread: Insan aur pakistan

  1. #11
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by Raja G View Post
    Baat tu aap ki theek he ,laiken kissi tariqa se Gheehon Ko elehda nahi peesa ja sukta

    aap nay to woh baat ki k is pani k glass mai say hydrogen or oxygen alag

    alag kr k dekhao ho sakta hai lekin mehnat darkar hai woh zahir baat hai

    hum nay karni hai

  2. #12
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by Raja G View Post
    AA ,
    Respected Memmbers,mera muqsad yahan Pakistan ko badnam kerna nahi bulke Pakistan mein rehny waly insanon k haqooq ki taraf he .Misaal k taur per

    1. Ager koi Educated he tu uss k moqably mein uss k pass rozgar Nahi

    2. Ager kissi k pass Malo Zer he tu uss k biwi bachon k aghwah ya murder
    ki waja se khair Nahi

    3. Ager kissi ko Medical Problems hein tu Govt.Hospitals mein Funds
    ya according to disease Falities Nahi

    4. Kissi k pass rehny ko Makan nahi tu kissi k pass khany ko kuch nahi

    5. Nojwan Nasal ka aye din Motorbike per one wheel show ki waja se family
    member's ka bahi visit Nahi.

    6. Garmiyon mein Bijli Nahi tu Sardiyon mein Gass Nahi .

    Issues tu be shumar hein laiken fill haal humein in ka hi hull talash kerna chahiye,kiya Pakistan mein peda hony wala bacha in haqooq se mehroom hi rahye ga .kindly inn issues ko gup shup k andaz se hi discuss kijiye ga issy politic ya religion se attach mutt kijiye ga…thanx
    i think jab hamm sab pakistanioo ko apni zimaa darioo kaa ahsass hoo jaiey ga aorr ham dosroo par unglinn uthaiey baghair apni apni jagah rightly kaam karain gay tab hii yeh problmzzz solve ho saktiii hai......





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  3. #13
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by Raja G View Post
    Sabar tu ker liya ab putta kerna baqi he
    yeh sabar k bad jo word likha yeh jo bhi ahi karlain app aram say
    haters gonna hate - Insan aur pakistan
    Hum Chalay Zamana Jalay
    gifbinhatersgonnahate - Insan aur pakistan

  4. #14
    Join Date
    Jan 2012
    Location
    Kallar Syedan
    Age
    36
    Posts
    1,928
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    nice sharing g

  5. #15
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by Mr. Bean View Post


    yeh sabar k bad jo word likha yeh jo bhi ahi karlain app aram say
    Aap sabar kerein ham tariqa talash kerty hein

  6. #16
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post

    aap nay to woh baat ki k is pani k glass mai say hydrogen or oxygen alag

    alag kr k dekhao ho sakta hai lekin mehnat darkar hai woh zahir baat hai

    hum nay karni hai

    Maliha..


    Ager emergency ward mein Doctor patient ko dekh ker ye kahe k iss ki oxygen uttar ker mery room mein le ao tu patient k oper byan kiye gaye musail wessy hi khatum ho jayein gay hamari halat bi kuch yon hi he. Ham apny masail le ker jiss bi concern Department mein jaty hein hamari oxygen uttar ker hamary musail hull ker diye jaty hein ,Aik aissa Hospital bi mein ne dekha k patient ki capacity dekh ker Admission di jati he ta k Hospital ki death ratio kam se kam raye aur itni der mein patient k musail wessy hi hull ho jaty hein

  7. #17
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by ch kashif View Post
    nice sharing g
    CH.Sb

    kuch aap bi oxygen per roshni daal dein

  8. #18
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post


    i think jab hamm sab pakistanioo ko apni zimaa darioo kaa ahsass hoo jaiey ga aorr ham dosroo par unglinn uthaiey baghair apni apni jagah rightly kaam karain gay tab hii yeh problmzzz solve ho saktiii hai......


  9. #19
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    pakistan
    Posts
    27
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan

    Quote Originally Posted by Raja G View Post
    theek kaha Aap ne

  10. #20
    Join Date
    Jan 2012
    Location
    Kallar Syedan
    Age
    36
    Posts
    1,928
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Insan aur pakistan


    1. Ager koi Educated he tu uss k moqably mein uss k pass rozgar Nahi?
    answer)education hmare mulak ma education ka nazam he nie. ager hmarey pas kableat ha to swal he nie paida hota hmy job na mely... mera dost ma os ke msal daeta ho. malik adeel aak poor family sy belog krta ha. os ny msc ke gold madial list ha .. wo bager aproch ky job kr rha ha. os ke pay 36 thousand ha. meray bie kableat ho keo nie job mil skte. ya to ba post kr de ap ny. bs khny ke bathy hy. masla ya ha. hm apna status dakhty hy. insan phaly nechy sy oper gata ha. ya ha hmara masla g

    2. Ager kissi k pass Malo Zer he tu uss k biwi bachon k aghwah ya murder
    ki waja se khair Nahi
    anser) ya ose handan ky dosry member krty hy.. jales ke wga sy
    3. Ager kissi ko Medical Problems hein tu Govt.Hospitals mein Funds
    ya according to disease Falities Nahi
    answer) ya doctre ke nalike ke wga sy ha. govr fund pory date ha . hm log mean gn ko fund melty hy ho rasty ma kha gaty hy. ya ha reason g
    4. Kissi k pass rehny ko Makan nahi tu kissi k pass khany ko kuch nahi

    5. Nojwan Nasal ka aye din Motorbike per one wheel show ki waja se family
    member's ka bahi visit Nahi.
    answer) sary aesy nie hoty.100 sy 5 viling krty hy..
    6. Garmiyon mein Bijli Nahi tu Sardiyon mein Gass Nahi ?
    answer) corruption ktm ho gaey sb thek ho gaey ga

Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •