WALAIKUM ASSALAM
me ka b kuch aisa he scene hai k me k b baray india se ae the to hamaray han b urdu boli jati hai ghar main
aur meko french n spanish sekhnay ka bara shoq hai agar koi scene bana to zaror sekhonga n me ko sharam nahi feel hoti kabi b urdu bolne main kahin par b
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
uham uham mai siraiki speaking hun...
Baray sab siraiki boltay hain laiken hum bahnain urdu mai bat krti hain humain itni achi siraiki nahi bol patay laiken mai try zarur krti hun..mujhay yaad ha k bachpan mai abu inaam rakha krtay thay kk jo bacha pora din siraiki bolay ga usay inam milay ga
aur siraiki bolnay mai kabhi shram nahi ai bal k waqt k sath sath apni sriaiki sa muhabbat bhi zyada hu gai ha aur zyada sa zyada bolnay ka bhi dil krta ha
is k ilawa punjabi samajh laiti hun aur toti photi bol bhi laiti hun,,
pashtu seekhnay ka bht dil krta ha
ab chinese bhi kuch na kuch a gai ha k chinyun ki baat samajh laitin hun aur samjha bhi laiti hun
baqi rah gai urdu tu wo tu ha hee apni qoi zaban tu us sa muhabbat tu qudarti hay
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
uham uham mai siraiki speaking hun...
Baray sab siraiki boltay hain laiken hum bahnain urdu mai bat krti hain humain itni achi siraiki nahi bol patay laiken mai try zarur krti hun..mujhay yaad ha k bachpan mai abu inaam rakha krtay thay kk jo bacha pora din siraiki bolay ga usay inam milay ga
aur siraiki bolnay mai kabhi shram nahi ai bal k waqt k sath sath sriaiki zaban sa muhabbat bhi zyada hu gai ha aur zyada sa zyada bolnay ka dil bhi krta ha
is k ilawa punjabi samajh laiti hun aur toti photi bol bhi laiti hun,,punjabi mai kuch mazay mazay k fikray hain jo boltay huay bht maza ata ha
pashtu seekhnay ka bht dil krta ha
ab chinese bhi kuch na kuch a gai ha k chinyun ki baat samajh laitin hun aur samjha bhi laiti hun
baqi rah gai urdu tu wo tu ha hee apni qomi zaban tu us sa muhabbat tu qudarti hay
Last edited by Falling Tears; 21-02-2012 at 09:22 PM.
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain