Page 4 of 4 FirstFirst ... 234
Results 31 to 35 of 35

Thread: Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

  1. #1
    Join Date
    Jan 2012
    Location
    Pakistan
    Age
    37
    Posts
    67
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    11 Thread(s)
    Rep Power
    0

    candel Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*



    21837955482919568949 - Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

    اس بار کے مقابلے کا ونر مجھے قرار دیا گیا ہے۔۔لیکن اس بار جیتنے میں کوئی خوشی نہیں ہوئی۔۔
    بلا مقابلہ جیتنا بھی کوئی جیتنا ہوتا ہے کیا؟
    > > >

    رولز کے مطابق اِس ہفتے کا عنوان بھی مجھے ہی منتخب کرنا ہے

    آنسو انسان Ú©ÛŒ خوشی اور غمی Ú©Û’ بترین ساتھی ہوتے ہیں۔۔ غم میں تو Ø¢Ú¯Û’ Ø¢Ú¯Û’ ہوتے ہی ہیں لیکن خوشی میں ان کا وجود باعثِ Ø+یرت ہے۔

    لہٰذا اس تھریڈ میں آپ نے جس موضوع پہ قلم آزمائی ، وہ ہے

    ”خوشی کے آنسو“

    تو بس پھر قلم اٹھائیں،اچھی سی تØ+اریر لکھیں اور بنیں اس ہفتے کا ونر۔
    امید کرتی ہوں کہ اس بار سب Ø+صہ لیں Ú¯Û’Û” اور جیتنے والے Ú©Ùˆ مقابلے کر Ú©Û’ جیتنے Ú©ÛŒ Ø+قیقی خوشی کا موقع دیں Ú¯Û’Û”Û”

    شکریہ
    assasl1 - Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

  2. #31
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    China
    Posts
    4,834
    Mentioned
    29 Post(s)
    Tagged
    9237 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

    Quote Originally Posted by yawar azeem View Post
    waah yahan to barey mazey ki takraar chal rahi ha,,,, koi tehreer bhi likh raha ha ya nahi?
    aur vampire aap ki baton se khob pata lag raha ha k aap ka dimagh kitna chalta ha .
    vaikhu na yawar bhai vampire ka dimagh kitna chalta na
    vampire ki tehreer rastay mai ha bzarya pakistani train a rahi hay is lyay thori late hu gai
    ap ki kab pohanch rai ha
    Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
    Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain

  3. #32
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

    Quote Originally Posted by Falling Tears View Post


    itna tu acha likha ha aur u kahti k likh sakti k nahi...u bht acha likh sakti
    o meri pyari behna thank you

  4. #33
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    China
    Posts
    4,834
    Mentioned
    29 Post(s)
    Tagged
    9237 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post
    o meri pyari behna thank you
    u r always welcome
    Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
    Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain

  5. #34
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    cute Re: Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

    0aaf3b4335ffb80c659d06487224c01c we - Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

    AsalamoALaikum!

    Maine is baar qalam azmayi ki koshish ki hai ghaltiyaan hongi kiun k arsay bad likhnay ki koshish ki hai to jesi b ho parh lijeyega

    x1pjzf2ryhxrwtsbre9koxtky4 - Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

    Ansu Bazahir Dekhnay main to aik jesey lagtay hain lakin ansu Insani jazbaat k sahi akkaas hotay hain.
    Yun Maloom hota hai k ankhain aik jazeera hai jo charon taraf se pani se ghira huwa hai.Jazbat k Uchaal chahay woh khushi ki surat main ho yaan ghum ki surat main is jazeeray se jesey hi takratay hain to is jazeeray pe pani behnay lagta hai.
    Ghum pe to ana hi hota hai lakin khushi naseeb honay par b yeh namodaar hojatay hain.
    Goya ansu insaan ko tanha nahi honay detay bhalay ghum ka zamana ho yaan khushi ka dour.
    koi ghair mutwaqeha khushi , kisi bichray ka mil jana , had se ziyada pyar ka milna , bachon ki kamiyabi pe maan ki ankhon ka num hona , ALLAH ki bargaah main shukar ada kartay huwaye ro parhna khushi ki ansuon k namodaar honay ki chand misalain hain.
    shayad khushi k ansu is liye ajatay hain k insaan ko pata nahi chalta k woh kiya karay aur aik rasta bachta hai, aur woh hota hai bazariya ansu jo k khushi k ansu kehlaye jatay hain.
    Kisi ko Khush karna b to neki hai aur humain chahiye k dusron ko ghum k ansu denay ki bijaye unki ankhon main khushi k ansu banain

    x1pjzf2ryhxrwtsbre9koxtky4 - Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

    eq2hdk - Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

  6. #35
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Topic of writer weekly competition *Khushi k Ansu*

    jahan khushi hoti hai.. ansoo ankhon mein aa hi jatey hain.. achanak milney wali koi khushi koi anmol lamha ankhon mein khushi ke ansou le ata hai.. bilkul achanak udaas ankhon mein khushi o anbisaat ka alaam,be sakhtahansi ki chehkaar ke saath saath umad aney waley ansoo..bazahir yeh manzar aam sa lagta hai buhut se log bara ajeeb khayaal kerte hain.. mgr kuch logon kuch rishton ke liye yeh ik aisa naqabil e faramosh.. khoobsorat lamha hota hai..itna anmol ke lifaazi uske agey bekaar hai.. yeh mehsoos kerne wali cheez hai...
    Alhamdullilah

Page 4 of 4 FirstFirst ... 234

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •