Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 11

Thread: Mohabbat Kadah Competition March 2012

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    candel Mohabbat Kadah Competition March 2012

    Asalam.o.ALaikum

    Sawal

    " Agar Koi APp Ki Feelings Ko Hurt Karey tu App Ki kiya halat hoti hai ? app kiya sochte hian ? Kiya karne ko jee chahta hai ? "

    Rules :

    1 ... Aik member aik he bar Share Karsakta hai.
    2 ... Aik jaisa mat likhye ga.
    3 ... Comp ki last Date 21 March hai.


  2. #2
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition March 2012

    Jo zra kisi nay chera chalak paren gye aansu

    Koi mujh se yun na pochay tera dil udas kio hai

    Bohut gussa aata hai aur rona bhi main sochti hun dobara kabhi is say baat nahi karon gi

    karnay ka tou bht kuch dil karta hai lekin kion main asani say muaaf bhi kar deti hon tou kuch kar nahi paati

    Last edited by ~Maliha~; 28-02-2012 at 03:36 PM.

  3. #3
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition March 2012

    is say pehlay u v me ko gussa kro mai bata doon bhool gayi thi edit naii karna apologise @naz

  4. #4
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition March 2012

    WalikumAssalam

    last 2 year se main boht ziada hassaas hu gai hon , main us waqt jo zabt kar rhi hoti hon woh main janti ya Allah .... Ahsasaat Majrooh karne main hamari dunya Mahir hai .. us waqt main sirf khamoosh hu jati hon aur us ko feel bhi nhi huta k main zabt ki kin manzilo se guzar rhi hon....

    phir jaisay hi sab su jatay hai , aur tanhai milti hai be-awaz roti rehti hon achi tarhan ronay k baad, wazoo kr k namaz parh k Allah se Aazmaish se guzarne ki dua krti hon.....! aur phir so jati hon , doosray din fresh fresh, pta hi nhi chalta k raat kin aziyaton se guzri....!

    msla sara yeh hai k insaan k zarf zarf ki baat huti hai , sab apne zarf k mutabiq baat karte hain , aur jawab main hamey aala zarfi ka muzahira kar k muaaf karna parta hai ... us waqt pta chalta hai k muaaf karne ka waqai itna ajar kyon hai!

    2dnmmf - Mohabbat Kadah Competition March 2012

  5. #5
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition March 2012

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    WalikumAssalam

    last 2 year se main boht ziada hassaas hu gai hon , main us waqt jo zabt kar rhi hoti hon woh main janti ya Allah .... Ahsasaat Majrooh karne main hamari dunya Mahir hai .. us waqt main sirf khamoosh hu jati hon aur us ko feel bhi nhi huta k main zabt ki kin manzilo se guzar rhi hon....

    phir jaisay hi sab su jatay hai , aur tanhai milti hai be-awaz roti rehti hon achi tarhan ronay k baad, wazoo kr k namaz parh k Allah se Aazmaish se guzarne ki dua krti hon.....! aur phir so jati hon , doosray din fresh fresh, pta hi nhi chalta k raat kin aziyaton se guzri....!

    msla sara yeh hai k insaan k zarf zarf ki baat huti hai , sab apne zarf k mutabiq baat karte hain , aur jawab main hamey aala zarfi ka muzahira kar k muaaf karna parta hai ... us waqt pta chalta hai k muaaf karne ka waqai itna ajar kyon hai!
    MashaAllah buhat achay khayalat hain very nice /up

  6. #6
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition March 2012



    Paras ne bilkul sahi kaha hai.. zarf zarf ki baat hoti hai.. har kisi mein itna hosla itna zarf nahiin hota hai..
    kuch log tu aise bhi hotey hain jo saari zindagi aziyaton ka safar kertey chaley jatey hain sehtey chaley jatey hain per ik lafz zuban per nahiin laatey..magar jab wohi log khamoshi ko tortey hain tu qayammat ajati haii...dukh bhari qayamat..
    us aziyat ko berdaasht kerte jana kisi qayyamat se kam nahiin hota..
    mujhe jab koi takleef pohanchti hai tu mein kabhii kisi se iska izhaar nahiin kr pati kisi sey keh hi nahiin paati..mera masla tu yeh hai ke mein us per rou bhii nahiin sakti (haan magar Allah ke samney ashk tu beh hi nikaltey hain)kisi ke samney aur apni samney bhii nahiin rou sakti ke yeh meri annaa ko gawara nahiin..mein buhhut zabt kerti hon ke Allah hai na Allah hosla dey sukon dey..berdaasht aur khamoshi ki akhri hadon ko choo ati hun.. tab dil mein itna ghubaar jama ho jata hai..k jese koii jawaar bhatta jalney lagta hai kahiin andar hi andar.. phr aik akhri aur kaari thes us shaks ya baat se pohanchti hai tu... phirr mein kuch nahiin sochti kuch nahiin samajhti us jazbaat ke reeley mein behti chali jati hoon jo dil mein jo jo kuch dil mein hota hai dil ke rastey zubaan pe ataa chala jata hai..tab phirr mein rou perti hun.. na sirf us aziyat per balkey apni anaa ko thes pohanchaney ke jurm mein bhi..mein rou perti hon..

    Allah sey madad maangni chahiye mangtey rehna chahiye har pal uth'tey beth'tey usi ko yaad krti hun wohi sahara deta hai mujhe har pal aur pal pal wohi mere saath hota hai ..wgerna mein jeena chor deti..jeenay ki khawahish mere andar dam tor jati agr jo wo saath na hota.mein usko pukarti hun buhut zyadaa har lamha....woh jo sattar maon sey berh ker bandon ko chahta hai.. sukon ka wahid zariya uski zaat hai uska qurb hai..mein jab buhut aziyat mein hoti hon kisi baat buhut naqabil e berdaasht ho jaye koi aisa lamha buhut buhut takleef ho aur mein apna zabt kho dou tab phir mein usko aur bhii shiddat sey aur bhii pukarti hun..itna ke mera riwa riwa usey pukarta hai...sajdey mein behney waley ashk dil ki saari takaleef o besukooni ko dho detey hain..phir sukon ajata hai...

    jumma mubarak
    Alhamdullilah

  7. #7
    Join Date
    Mar 2011
    Location
    UAE
    Posts
    10,432
    Mentioned
    373 Post(s)
    Tagged
    945 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition March 2012

    hmmm...
    ppls hurt feelings..at tyms jan ker and at tyms anjane me....
    I cry aloooot.... bht rooti hun....
    q roti hun pata nahi... jab tak na roon to ajeeb hota rehta hai....frustration hojati hai...
    ghussa aata hai khud per.... y it hurts me aloot...
    Me soucti hun
    shayad meri hi ghalti hai..mein hi aesi hun...
    tabhi everyone hurts my feelings
    I have no valuee
    Kissi ka dil nhi dukhta mera dil dukhane k baad...
    Dil kehta hai k meri ankh ka ek ansuu rou ker dekhy woh shaks ... andaa hojayega meri takleef ka....
    dil kerta hai srif Rone kaa

    2145129snbixrokmb - Mohabbat Kadah Competition March 2012giphy - Mohabbat Kadah Competition March 2012 2145129snbixrokmb - Mohabbat Kadah Competition March 2012




  8. #8
    Join Date
    Mar 2012
    Location
    hyd
    Posts
    22
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition March 2012

    dil to dil he ap k 7 wo insan khuch b krle ap usko piyar krna kabhi chor sakte or wo insan apki feelings ko samj nhpaya to wo life me ksi feelings nh samj sakta
    SAFARAI HOLIDAYS(PVT)Ltd.
    SAFARI GRUOP OF CO.
    NEAR ALI BABA RESTURENT HYD SIND PAKISTAN
    CELL 03129241484

  9. #9
    Join Date
    Feb 2012
    Location
    khamoshi
    Posts
    107
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    8 Thread(s)
    Rep Power
    111682

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition March 2012

    pehle khud ko control karti hun k na roun lakin jab nahi control kar paati tou bohat rooti hun. yehi sochti hun k itni kamzoor dil ki kyun hun? or sab sirf mujhe hi dgrade kyun karte hain? kuch karne ka dil nahi chahta iss liye ya tou main khamosh rehti hun ya pjir main koi book parhti hun.

  10. #10
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition March 2012

    Walekam-Aslam
    Canada mein rehne ka yeh bhi maza hai ke yahan per logon ki baatein nahi sun'na parti. Pakistan mein to kabhi koi yahan se kuch keh raha hai to kabhi koi wahan se.
    Waise mein un baaton per hurt hoti ho jo mere bare mein ki jaye aur woh mein ne na ki hon. Like, bilawajh ke ilzam aur idhar udhar ki baatein mujh se bandh dena.
    Waise agar mujhe koi baat dukhi kare to mein rooti he hoon aur ALLAH(SWT) se shikwa bhi kerti hoon ke me ke sath aisa kyon hua?Lekin jaise jaise zindagi ke sath samjh aati ja rahi hai, kuch "comrpmise" kerna seekh rahi hoon. Koshish kerti hoon ke her baat mein masbat pehlo dekhon aur aise baaton ko avoid ker doun.
    Kyon ke kise ki nafrat ke jawab mein roo dho ker ya unhein bura bhala keh ker hum apna he waqt zaya kerte hein and time is life
    Never waste on useless people and situations

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •