nice
Jo kahani teri hai wahi meri bhi rahi,
Door jannat teri bhi thi meri bhi rahi.
Yun dekh kar chehra apna socha maine,
Ye tasveer jo maine dekhi teri si lagi.
Ab bahot der ho gayi laut aao bhi,
Tere baad ab ye zindagi adhuri si lagi.
Tumhein bhi meri jaane ki jaldi hi rahi,
Intezaar to kar leta meri maut dekhi bhi nahin.
Last edited by R. M. Dixit; 13-03-2012 at 12:15 PM.
wah wah bohat umda
Umdaa
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
Shukriya, Sarfaraz, Zindgi aur
Vampire, ghazal ko tavajjo aaur daad dene
ka. So nice.