nice sharing
"hum Mohabbat karney waley bhi kitney masoom hotey hian..4 din apney mehbob ko apni nazron se ojhal rakh ker aur us sey koi baat ya rabta na karkey yeh samjhney lagtey hian k hum usey bhulaney main kamyab hojaye gai...jabkey haqiqat tu yeh hai ke sadioun ojhal rehney k bad bhi mehbob ki pehli jhalak hamain thek usi muqam per dhakeel deti hia jahan se hum ne tark-e-mulaqat ki ibteada ki hoti hia...sach hia ke Mohabbat se koi farar mumkin he nahi...shayad Mohabbat bhi mout ka dosra naam hai...Mohabbat Jan Lewa Hai."
Hashim Nadeem : Aik Mohabbat Aur Sahi
nice sharing
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
Bilkul sahi .... bas dil ko behlany wali baatien hoti hien k , aisa kar k mehboob ko bhool jaien gien , kaam mien busy rahien gien to yaad nahi aaie gi ..... sach to yehi hai k hum jitna koshish karty hien utna hi qareeb aaty hien .... But Allah aur Allah ki zaat itni badi hai k serious situations mien aapki jo yaadien hongi ussey aapko taqleef nahi pohanchti ...
“Allah is the one, you remember on earth and He remembers you on sky.”
yaro ! aik mashwara tau do..
mohabbat ka naam maut na rakh den? !!
bohat achi tehreer hai nazni !
sach hai mohabbat bhulaye nai bhoolti !
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
zabardast tehreer bohat acha novel hai yeh
yeh sach hai k mohabbat hamaray dil ki masand par roz e awal ki tarha brajaman rehti hai lakh frar chaho lekin yeh apna takht chornay ko tayar nahi hoti.....
Wah mohterma bari shaandaar
aur jaan daar mohabbt ki tahreer
ata ki. aapka mohabbat ki khazana
kaabhi khaali na hoga.
Aapne baja phermaya mohabbat jaan lewa hai.
Per ye kisi ke bas ki baat nahin hai. Ager is ke
bhanwer mai phanss gaye to nikal na naamumkin.
Mohabbt ki duniya main sab-kuch hansi hai
Mohabbat nahin hai to kuch bhi nahin.
Mohabbat zinda rahati hai, mhabbat mer nahin sakti
Aji insan to kya khuda se bhi der nahin sakti.
Asalaam Ailekum.
maybe