Umra bhar intjaar kaun kare
Muft main jaan nisaar kaun kare.
Merna to tha he unhi pe merne laga
maut ka intejaar kaun kare.
Faansta hoon main bara sa murga
Murgiyon ka shikaar kaun kare.
Naqd sauda ho, haajir hai banda
Kab talak Aur udhaar kaun kare.
Shakl dikhlaayi 5 barson main
Aap ber ab aitbaar kaun kare.
Mast rahne ki per gayi aadat
Intjaare bahaar kaun kare.
Khaake hajrat khisak jaate hain
Kisksa aur intjaar kaun kare.