Results 1 to 4 of 4

Thread: Huzoor Alehis Salam apni viladat

  1. #1
    Join Date
    Jan 2012
    Location
    Kallar Syedan
    Age
    36
    Posts
    1,928
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Huzoor Alehis Salam apni viladat

    Huzoor Alehis Salam apni viladat

    Huzoor (Alehis Salam) apni viladat ki khushi me youme viladat wale din yani her Peer ko roza rakhte or farmate k me ALLAH ka shukr ada kerne ke liay har Peer ke din Roza rakhta hun.Hum bhi is khushi me shamil ho sakte hen wo is tarha ke ayenda hamesha namazon ki Pabandi kerne ki Pakki niyat ker len or kal ka roza rakh len or is ka gift aap alehis salam ko bhej den…

  2. #2
    Join Date
    Jan 2012
    Location
    Kallar Syedan
    Age
    36
    Posts
    1,928
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Rasullullah(S.A.W) ne farmaya



    Rasullullah(S.A.W) ne farmaya
    ,”Ibn Adam jo naik amal krta hai,os ko 10 se 700 neikyo’n ka swab milta hai,mgr Allah farmata hai rozey k ilawa kun k (roza) mere lye hai or mey is ka badla dn ga,wo (rozeydar) apni shewat or khana meri waja se chorta hai.rozeydar k lye 2 khushya’n hain,1 iftar k waqt or dosra apne Rabb se mulaqat k waqt ho gi.or rozeydar k mou ki khushboo Allah k nazdek mushk ki boo se zyada khushtar hai.rozey dhal hain.js din tm mey se kisi ka roza ho,fehsh (ill) baat na kre,shor na machaye.agr koi or os ko gali dey ya os se larey to wo kahe k mey rozey se hn.”
    Last edited by ch kashif; 13-04-2012 at 10:23 AM.

  3. #3
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: Rasullullah(S.A.W) ne farmaya

    Beautiful Baat

  4. #4
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: Huzoor Alehis Salam apni viladat

    Jazaka Allah

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •