KIA THA TARQ-E-TALUQ KA IRADA AIK PAL MAIN NE
MAIN AB BHI US IRADE KO SAZA LIKHNA NAI BHOOLI.......
aww bht khoob
woh meri zaat mein jab tak raha likhna nai bhooli
koi bhi dard jo main ne saha likhna nai bhooli
woh jo mehwar tha likhne ka, juda ho kr mila ek din
mila to ye kaha usne 'sunao likhna nai bhooli'
kaha k bhool bethi hun hatheli pe hina likhna
mgar main aasmanon pr dua likhna nai bhooli
chupane k liye sab dukh abhi to muskrati hun
main ab bhi chehre pe chehra naya likhna nai bhooli
main ab bhi is judai mein kai dukh dard sehti hun
main ab bhi teri aankhon ko shifa likhna nai bhooli
KIA THA TARQ-E-TALUQ KA IRADA AIK PAL MAIN NE
MAIN AB BHI US IRADE KO SAZA LIKHNA NAI BHOOLI.......
KIA THA TARQ-E-TALUQ KA IRADA AIK PAL MAIN NE
MAIN AB BHI US IRADE KO SAZA LIKHNA NAI BHOOLI.......
aww bht khoob
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
Bohat Umdah!
"Relationships Never Die A Natural Death.They R Alwayz Murdered"......
Think About It........!!!
mein ab bhe teri ankhon ko shifa likhna nahin bhooli....
Bohat khoob
wah siso bohaat khubsurat
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
wah wah zabardast