umdah
main ne dekha tha in dinon mein usey
jab woh khilte gulab jesa tha
uski palkon se neend chanti thi
uska lehja sharab jesa tha
log parhte they khal-o-khad uske
woh adab ki kitab jesa tha
bolta tha zuban khushboo ki
log sunte they dharkanon mein usey
main ne dekha tha in dino mein usey
sarri aankhain thin aainay uske
sare chehron mein intekhab tha woh
sab se ghul mill k ajnabi rehna
ek darya numa saraab tha woh
khuwab ye hy k woh haqiqat tha
ye haqeeqat hy koi khuwab tha woh
dill ki dharti pe aasman ki tarah
soorat saya-o-sahaab tha woh
apni neendain usi ki nazar hoin
main ne paya tha ratjagon mein usey
main ne dekha tha in dinon mein usey
ye magar dair ki kahani hy
ye magar door ka afsana hy
uske mere milaap mein haaeyl ! ! !
umdah
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
zabrdast
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
Excellent*****
"Relationships Never Die A Natural Death.They R Alwayz Murdered"......
Think About It........!!!
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*