Originally Posted by sweet.kiran ham ka b bohat maza ata tha na aur na matric aur inter main practical books ki drawing se utni hi chir lagti thi me ko
Originally Posted by MèmÕ hum is waqt school life sey zyaada achi aur creative drawing kerti hun .... colouring is sumthing which we can do any tym nd at any stage of life... ab ap kuch banaty nhi??? me chats wagairah banati un school k notice board per display kerny k lyee.... will share them INSHALLAH yar mai bohat kuch banati hun colors meri zindagi hian ....mai painting karti hun
Originally Posted by R. M. Dixit Very Nice Choice of collection and goovd hobby. I was weak in drawing during my child hood. so Nice. Keep it up. Kiran. It is very common name in our side. Is it urdu word or Hindi. yar Kiran nam taqriban har mazhab mai hota hia and thnxxx
Originally Posted by Vampire aur na matric aur inter main practical books ki drawing se utni hi chir lagti thi me ko hoo haiyyyyyyyyyyyyyy..meko to bohat changa lagta tha in fact mai ne too apni drwing banane k bad oron ki b bana k din the paper mai
Originally Posted by sweet.kiran yar mai bohat kuch banati hun colors meri zindagi hian ....mai painting karti hun fir kuch share karo na???
wow...han naa par meri drawing itni achi nahi thi
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
Originally Posted by Falling Tears wow...han naa par meri drawing itni achi nahi thi okkkkkkkkkk
Originally Posted by sweet.kiran hoo haiyyyyyyyyyyyyyy..meko to bohat changa lagta tha in fact mai ne too apni drwing banane k bad oron ki b bana k din the paper mai tab me ko aur shoq parh gaye thay na aray wah me ne b kisi se banwayi thi
waqie ......phir yaad dila deyie bachpan kay din..... mujay colour ka bohat shouk tha..............that was the best days of everyones life..... cayrons colours aur Water colours ka bohat shouk tha mujay.....
Originally Posted by Vampire tab me ko aur shoq parh gaye thay na aray wah me ne b kisi se banwayi thi hahah galat shok par gae the u kooo
Forum Rules