Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 21 to 26 of 26

Thread: شاعری سیکھیں

  1. #21
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    karachi
    Age
    35
    Posts
    997
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    45 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: شاعری سیکھیں


    us ne samjha bhi nahi,aur na samajhna chaha
    Umer guzrey gi sada bus inhi khayalon main

    next

    Main tumhey zindagi nahi kehta

    idamg0 - شاعری سیکھیں

  2. #22
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: شاعری سیکھیں

    kaafi arsay baad sd pr aana huwa,,shairi sekhain ki post dekh kr khushgwaar hayrat hoi,,kay chalo koi to hay dasht men been bjanay wala,,
    boht achi koshish hay,,isay jaari rahna chahiye,,
    jahaa,n tak shaa,iri seekhnay sikhaanay ki baat hay ,shaa,iri baqaol hijaab waqae nahi seekhi jaati,albatta sha,iri kay oazaan seekhay sikhaaiy jaatay hain,mujhay post parrh kr andaza huwa kay shaa,iri sikhaanay walay ko abhi khud oazaan seekhnay ki zroorat hay,,
    koi jumla uswqt tak sher nahi hosakta jb tak wo wazn men na ho,,mohtarma ribba nay giraah lagaae to boht khoob hay magar wazn kaheen kaheen kam hogaya hay,,,
    mera mashwara ye hay kay sikhanay kay kaam ka aaghaaz khud achi tarha seekhnay kay baad krna chahiye, wrna is tarha fourm ka waqaar dao pr lagnay khadsha hay,,,
    love thou - شاعری سیکھیں

  3. #23
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: شاعری سیکھیں

    Quote Originally Posted by Cute Ruba View Post

    us ne samjha bhi nahi,aur na samajhna chaha
    Umer guzrey gi sada bus inhi khayalon main

    next

    Main tumhey zindagi nahi kehta

    us ne samjha bhi nahi,aur na samajhna chaha.....ye misra bilkul sahi wazn pr,sahi bahr men hay,,is misray ki bahr hay
    faa,ilaatun fa,ilaatun failaatun felun
    magar misraa e saani bahr say kharij hay,misra e saani bahr men yoon hoga
    umr guzray gi sada in hi khayaalon kay saath,,,,

    sher kay liye misra diya gaya hay,, men tumhen zindagi nahi kahta,,, is misray ki bahr ,,,faa,ilaatun mfaa,ilun felun... hay.... men nay post parrhi kuch doston nay is pr baat bhi ki hay,,magar tanqeed say barrh kar tameer ka pahlo hay is post men or wo ye kay sher ki taraf raghbat,sher say mohabbat ka izhaar hay,so mubarikbad pesh krta hon
    aap ki hosla afzaai men kuch filbadee sher hazir e khidmat hain....

    tum jo kuch ho wohi nahi kahta
    men tumhen zindagi nahi kahta

    kahta rahta hon janay men kiya kiya
    baat dil ki kabhi nahi kahta

    shahr hay parsaaon say aabaad
    sach yehaan pr koi nahi kahta

    baat bhaati nahi jo dil ko zubair
    men usay shaairi nahi kahta
    love thou - شاعری سیکھیں

  4. #24
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    karachi
    Age
    35
    Posts
    997
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    45 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: شاعری سیکھیں

    Next misra

    Ek ishq ka gham aafat aur us pe ye dil aafat

    idamg0 - شاعری سیکھیں

  5. #25
    Join Date
    May 2012
    Location
    Pakistan
    Posts
    14
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    4 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: شاعری سیکھیں

    560687 368877663147404 226812614020577 922034 1235008797 n - شاعری سیکھیں

  6. #26
    Join Date
    May 2012
    Location
    Pakistan
    Posts
    14
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    4 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: شاعری سیکھیں

    542126 378044358918578 100001390514556 1056603 1434068595 n - شاعری سیکھیں

Page 3 of 3 FirstFirst 123

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •