Page 1 of 4 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 36

Thread: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

  1. #1
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    Iam sitting here in my office alone because as per Monthly Night shift.Its around 1:00 A.M at Night Iam thinking ke Kuch Khul ke Bola jaee aur may be ish se ap log bhi kuch khul ke boleein...Tu bataeein Ishq Mohabat kya hai Mehboob Mohib whatever the terminologies used in Ishq how you explain about ISHQ Mohabat.Ab poetry Nahi apne alfaz mai Izhar kareein

  2. #2
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    Mere Khyal mai Ishq/Mohabat ki misal aise hai ke Ap ko Terna
    Na Ata hoo Aur app Deep sea chalang laga leein aur phir yee
    Umeed karein ke Zinda bach jaeein.

    @Vampire already quote ke Ao Ishq Karte heein Chalo Khudkhusi kar ke dekheein

  3. #3
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    Agar Ap ki koi sister Nahi hai aur Ap ko Mamo Banne ke Kwaish hai tu Ishq Mohabat Kar ke Dekh leein.You Become a Mammo.

  4. #4
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    Allah Ne Insaan Ko ashraf-ul- Makhloqat Banaya hai Bari Izzat ka Muqam diya hai..Kisi Shaksh ko agr Izzat Rassh Nahi tu Ishq Mohabat Karke Dekh Lei..

    Sabh Kuch Hone Ke Bawajood Ap ki Kutte Jaise Okat Nahi Hogii..

    Aik Dafa ka Zikar hai mai Lahore ke Mashoor Alim heein un se Milla Name Disclosed nahi Karonga..Un se Maine Apne Isq/Mohabat Ki Dastan Ka zikr Kiya Unhon Ne Zoor Zoor Se hansnaa Shroo Kardiya...Ush Alim Ki Lambi Se dariii..Mujhe Kehta hai ke AJ tumhari Wajah se Mujhe Apne Jawani yadd agayee.Molana sahab kehte heein ke Hum ne bhi Kabhi Ishq Kiya tha yakeen kerro yee halat thii koi gadhe par bhita kee moo kala karkee sar mai Jotoon kaa harr daal kee pure lahore mai gumata tu mujhe Bezati mahssoh nahi hotaa...Ye Kaun Keh raha hai Aik top class kee Alim Itefaq se Mere dost ke Uncle thee...

  5. #5
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    Jitne Loog Yahan Poetry Parhte Heein Likhte heein Un Ke Dil O Dimagh mai zaror koi Khanash Hota hai Koi Pagal/Pagli hota/Hoti hai warna Jitnee Poet the 80% aik Number ke Bekar Loog thee..Koi Tukaa Kam nahi Sirf Ansoo bahaee jaa rahee hain...
    Last edited by lifeislove; 21-04-2012 at 02:18 AM.

  6. #6
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    Boys & Girls If Any Body Fall in Love ya kabhi kisi se Ishq Mohabat karne ki galtii ki hai tuu Logon ko Ish.mohjabat ki galti se Bchaooo..Aur Haan Humhare Ansoo Falto kee nahi hai Ye Ansoo Allah Kii Mohabt Mai bhaooo take Dunya aur Akhrat Dono Humhare Hojaiee..

    I wish you All A very Happy Life with all the Love In relationship

  7. #7
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein


    Sorry but i can't control my self

  8. #8
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    You need long rest
    Aap ki tabiyat kharab hai shyed

  9. #9
    Nida_Ali_Nido's Avatar
    Nida_Ali_Nido is offline _gσℓ∂єη ρнσєηιχ_
    Join Date
    May 2008
    Location
    gσ∂яι¢'s нσℓℓσωѕ
    Posts
    16,281
    Mentioned
    35 Post(s)
    Tagged
    5874 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    Maliha u doc bi ho kia
    namilakerudaslogose - Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    There is no good or evil,there is only power and those


    too weak to seek it!!


  10. #10
    Nida_Ali_Nido's Avatar
    Nida_Ali_Nido is offline _gσℓ∂єη ρнσєηιχ_
    Join Date
    May 2008
    Location
    gσ∂яι¢'s нσℓℓσωѕ
    Posts
    16,281
    Mentioned
    35 Post(s)
    Tagged
    5874 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    Quote Originally Posted by lifeislove View Post
    Jitne Loog Yahan Poetry Parhte Heein Likhte heein Un Ke Dil O Dimagh mai zaror koi Khanash Hota hai Koi Pagal/Pagli hota/Hoti hai warna Jitnee Poet the 80% aik Number ke Bekar Loog thee..Koi Tukaa Kam nahi Sirf Ansoo bahaee jaa rahee hain...
    sorry,but i do not agree

    poet/poetess are usually sensitive people,and their sensitive nature presuade them to write or to do poetry

    awain hi sub ko aik line men lagana buri bat hoti
    namilakerudaslogose - Aik Sawal (Ishq Mohabat kya hai) Khul ke Izhar karein

    There is no good or evil,there is only power and those


    too weak to seek it!!


Page 1 of 4 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •