superb...
plus siggi awesum
nice sharinggg ...
Keep sharing
superb...
plus siggi awesum
nice sharinggg ...
Keep sharing
Ye jo shaffaaf sa ek aks us jheel main tha
koe chehra tha magar chand ki tamseel main tha
yaad karta hon kahan bhool k aaya hon usay
aisa he aks meri sooch ki zambeel main tha
baat kia thi ye mujhe achii tarha yaad nahi
han tera zikar bhe tha aur badi tafseel main tha
koe peghaam tha aankhoun main so aankhoun main raha
masala asal tu peghaam ki tarseel main tha
es naey nuskhay main tehreef hoe hai warna
zikar mera bhe kahen piyaar ki injeel main tha
"Relationships Never Die A Natural Death.They R Alwayz Murdered"......
Think About It........!!!
bhut khoob.
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
/up
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
nice sharing
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا