Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 15 of 15

Thread: Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

  1. #1
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    China
    Posts
    4,834
    Mentioned
    29 Post(s)
    Tagged
    9237 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

    As_Salam_O_Alaikum

    Writers club k tehreeri muqablay mai shirkat krnay walay members k names final hu chukay hain...Un k naam yeh hain :

    The Prince , Naz ,Paras, Maliha Farhan, Smiling Assassin, bilal azam, anaya, hijaab, resham,cute ruba, cute paras,sweet.kiran.

    Umeed hay tamam participants is mai bharpoor hissa lain gay.. .

    Iss round main Aap ko aik kahani likhni hay jis ka theme ‘rishtayluq..’ hona chahyay..mukhtasir aur jamay tehreer krnay ki koshish ki jyay ga..Kahani 15 lines sa zyada nahi honi chahyay.


    Rules:

    last date 7th May hay

    1 week baad is thread ko close kar diya jaye ga..

    Aglay round mai janay walay members ka faisla 50% polling aur 50% judges team par depend kray ga.
    (Judges team: Sheem, Heer, Dangerous tears, Hidden words, Falling Tears)

    Is haftay 12 mai sa 10 log hee pre-quarter final-2 mai ja sakay gain.

    Is thread mai sirf tehreer hee share krni hain..Muqablay sa related kisi bhi kisam ki query k lyay alag sa thread stick kr di gai ha..ap apni confusions us thread mai clear kr saktay hain.

    http://sachiidosti.com/forum/writers...ml#post1424029

    Is thread mai share ki gai tehreer edit nahi kar saktay..

    Last edited by Falling Tears; 30-04-2012 at 10:18 AM.

  2. #11
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    Wah Cantt
    Age
    31
    Posts
    566
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    311 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

    آج پھر وہ شخص روز Ú©ÛŒ طرØ+ سکت Ùˆ جامد بیٹھا ہوا تھا Ú© اس پر کسی مجسمے کا گمان ہونے لگتا.اسکی بھی ایک المناک داستان...یہ زندگی.جن Ú©Ùˆ زندگی Ú©ÛŒ تمنا وہ ان سے دور جاتی جب کہ جو اس سے پیچھا چھڑانا چاھتے یہ انکو نہیں چھوڑتی.اسکی بھی یہی کہانی کہ پہلے وہ زندگی Ú©ÛŒ تمنا کرنے والوں میں سے تھا اور اب اس سے بیزار.برسوں بیت Ú¯Û’ اس بات Ú©Ùˆ Ú©Û’ وہ زندگی سے بھرپور ایک مرد تھا،جسکو اس وقت رشتوں ناتوں سے کوئی غرض نہیں تھی .جس Ú©Û’ لئے بیمار باپ Ú©ÛŒ خدمات اور ماں Ú©Û’ دل کا بوجھ بانٹنا ایک لغو مشغلہ تھا.کیوں Ú©Û’ اس Ú©Û’ نزدیک اسکے ماں باپ Ù†Û’ دیا ہی کیا؟سواے پال پوس Ú© بڑا کرنے Ú©Û’ .یہ تو دنیا Ú©Û’ ہر والدین کرتے،اور وہ جن خدمات کا اپنے والدین کیطرف سے متمنی تھا، ان Ú©Ùˆ پورا کرنا ان Ú©Û’ بس سے باھر تھا.وہ یہ سمجھتا نہیں تھا یا سمجھنا نہیں چاہتا تھا.قدرت کا انتقام تو دیکھیے کہ آج وہ سب مال Ùˆ دولت ہونے Ú©Û’ باوجود سکون Ú©ÛŒ تلاش میں بھٹکتا پھرتا ہے.Ú©Ù„ تک جو اپنے ماں باپ سے نالاں تھا آج وہی انکی قبروں پر روز گڑگڑاتا ہے اور انکو آوازیں دیتا ہے.یہ جاننے Ú©Û’ باوجود Ú©Û’ اب وہ منوں مٹی تلے جا سوۓ ہیں اور اسکی کوئی بھی پکار انکو واپس نہیں لا سکتی.
    if u ♥ cooking then check Dis OuT

    ***COOKING BLOG***

  3. #12
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Karachi Pakistan
    Posts
    13,592
    Mentioned
    62 Post(s)
    Tagged
    7109 Thread(s)
    Rep Power
    21474863

    Default Re: Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

    Asalam o alekum


    ye lijiye meri tehrir soory 4 let mai aj kal ofiice mai bohat bz hoti hun,,as liye likhne ka time nai mila umeed hia ap logo ko pasand aee giii


    545929 446055278754232 100000492914626 1692267 1541425342 n - Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

    w8qopn2otp2n7l8jwl3 - Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

  4. #13
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Wah cantt
    Age
    32
    Posts
    2,154
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    3 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

    Rishtay ki ehmiyat kia hay ? Zarina ko iska ehsas na tha ... aur is ki hud kia hay is ka ehsas Sameer ko na tha ... Sameer aur Zarina dono ka bhai aur behn ka rishta tha , Sameer chota honay k sath sath shararti bhi tha aur Zarina barhi behn honay k sath sath kafi hud tk suljhi hui larki thi ...... Zarina university sy wapis aai aur thak kar bed par lait gai ghar mein abu ,ami nahi thay... itnay mein us nay Sameeer ko pani lanay ko kaha .... Sameer Fsc ka talib e ilm tha wo bola "ik din mein aisa robot bnaun ga jo pani la kar dainay ka kaam kia karay ga ,logon ki behnain kia kia kaam kartein hain aur ik meri bhen isko bus ik hi kaam ata hay thakna " Zarina boli "tum khud kaam chor ho aur mujhay kehtay ho ehsas nahi ho raha k mein kitni thaki hoi hn ,mujhay pani hi laa do " Sameer bola "acha Madam sahiba thak gai hain .... muhtarma acha hay aap uni sy rooz aya jaaya karain khud pani laya karain phr zabardast kism ki warzish kiya karain ta k aap ka motapa kisi kinaray ja lagay " Zarina boli "mujhay tang na karo meray sir mein dard ho raha hay ... aur tumain kis nay kaha k mein moti hn mein aaj kal kum khati hn " Sameer kahan haar mananay walun mein sy tha "kum tabhi khati hain k moti hoti jaa rahi hain " Zarina k para charh chuka tha qareeban adhay ghantay ki behes k baad zarina ghusay mein boli " mein jaa rahi hn Saima k ghar" Sameer abhi tak baaz nahi aya tha bola " mera salam dijiyay ga unko " Zarina ghusay mein ghar sy bahir chali aai usko kch smjh nahi aa rahi the sarak paar karnay k dooran hi ik teez raftar garhi usko kuchal gaye ... logon ka jhamghata us k gird jama ho gya marnay wali garhi moqay sy farar ho chuki thi loug behisi ki tasveer banay dekh rahay thay .. udhar itnay mein Sameer ko bhi apni ghalti ka ehsas hua wo ghar sy nikla aur sarak par manzar dekha tu hakka bakka reh gya foran garhi nikali aur Zarina ko us mein betha kar hospital lay gya uska kaafi khoon beh chuka tha kismat nay unka sath diyay k dono ka blood group milta tha Sameer nay apna khoon day kar Zarina ki jaan bacha li ... aur ab un dono ko apni apni ghalti ka ehsas ho chuka tha ... aik ko rishtay ki mazbooti ki samjh aa gaye aur dosray ko yeh ehsas ho gya k rishtay nazuk kitnay hotay hain

  5. #14
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

    123 - Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

  6. #15
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    China
    Posts
    4,834
    Mentioned
    29 Post(s)
    Tagged
    9237 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Lafz Kahani (Tehreeri Muqabla: Pre-Quarter Final 1)

    closed
    Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
    Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •