Page 5 of 11 FirstFirst ... 34567 ... LastLast
Results 41 to 50 of 106

Thread: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

  1. #41
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Quote Originally Posted by Hidden words View Post
    walikum salam
    khubi ye hay k kafi jaldi ghol mil gayi hain SD pe sab se,lagta nai hay new hain aur me ki tarah inho ne b kafi taizi se taraqi ki hay
    khami kafi moody hain aur thori emotional b lagti hain,
    Msg:
    zindgi main har kisi ko sab kuch nai milta bt jo hay usi main khush rahen
    Thank you so much dear
    Aap k msg per main amal karnay ki bharpooor koshish karti hon aur karti rahon gi

  2. #42
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Quote Originally Posted by DaNgErOuS tEaRs View Post
    Khoobi

    active hain or bhes krna inhein pasnd nai

    Khami

    k ye apni kismat ko roti rehti hai

    Message

    Khush reh kr Geo
    Thank you or Payiii Jee
    aap nay mujhy kab kismat per
    rotay dekh liya
    Main to sab sey ziada qismat k likhay ko manti hon

  3. #43
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Quote Originally Posted by *Anaya* View Post
    Khobi:
    Bahoot achi sweet or palu hain friendly bhi hainjo ky ina asan kam ni hai
    khami : ani tak khami observe ni ki sirf khubi ki hai
    MSG: Saza daity ovy hamesha waqt lo taky aap k gusa thanda o jay
    Thank Yoy Dear
    Aap k msg per dil o jaan say amal hoga Inshaa Allah

  4. #44
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Quote Originally Posted by LoViNg IrFaN View Post
    walaikum assalam

    Khubi:
    bht friendly hain...samajhdar... mature hain

    Khami:
    ziada bat cheet nhi hwi abhi tk ...khami ka pta nhi chala ksi

    Message:
    Be yourself..!!
    Ek bandi keh rahi hai main immature hon
    Aur mera bhai keh raha hai main mature hon
    So sweet of you Thanxx you so much

  5. #45
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Khoobi..
    bht sweet si nature hai in ki..bht jaldi sab ki frnd ban gayi

    Khami..
    hidden ki baat sahi hai k kafii moody hain

    Msg..
    Khush rahe bas
    Last edited by SenoriTa; 02-05-2012 at 08:37 AM.


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  6. #46
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Quote Originally Posted by SenoriTa View Post
    Khoobi..
    bht sweet si nature hai in ki..bht jaldi sab ki frnd ban gayi

    Khami..
    hidden ki baat sahi hai k kafii moody hain

    Msg..
    Khush rahe bas
    Than kyou dear
    Moodi to main hon bohat

  7. #47
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Khubi:
    No Comments

    Khami:
    No Comments
    Message:
    No Comments

    Last edited by lifeislove; 02-05-2012 at 10:12 AM. Reason: mistake in alphabet

  8. #48
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Quote Originally Posted by lifeislove View Post
    Khubi:
    No Comments

    Khami:
    No Comments
    Message:
    No Comments

    What is this ????
    Beshak aap new hain lekin kuch to jantay hi hon gye kobi,khami na sahi msg to dena chahye

  9. #49
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post

    What is this ????
    Beshak aap new hain lekin kuch to jantay hi hon gye kobi,khami na sahi msg to dena chahye
    When I write something People Dont Like It? Short Bat mujh se hoti nahi
    Thats why I avoid...but Now I write and that is my Perception
    about you in a short 1 month time i have here in SD



    Kobi: Very friendly

    Khami:Very Friendly(To some extent that is bad because some time we share our internal feelings with others and people makes Jokes because they dont understand in which situation we are how we see the world how much pain internally and externally we Face.thats why I always believe Ish dunya mai koi true friend nahi.Har hash ke bat karne wala dost nahi.Insan ko Itna Power ful Hona chaye ke woh har cheez apni marzi se kare as a male after 24 years i already achieve this power..But as Muslim female
    it is almost impossible to achieve this power.


    Message:

    Hamesha Dil ki bat suna kareein.Dil se mangi hoi koi dua rad nahi hoti
    Deer ho sakti hai.zindagi mai kabhi insan ye sochta hai ab kuch nahi hosakta aur tabhi sabh kuch hoskata hai.Allah par yakeen ush namumkin ko mumkin kardeta hai Pani musalsal pathar par katre ki sorat mai girte girte shigafh dal deta hai.Koi Khuwaish Dua agr akhri sansh tak bhi puri hojaie tu mar ker bhi zindagi mil jati hai warna insan sari zindagi zinda rehta hai sirf aur sirf zindagi ki talash mai .Taqdeer Kismat Likhne Wala Allah hai ush ke pas ush taqdeer/kismat ko delete ya change karne ki authority hai..humahara Allah par yakeen purkhlosh dua ush taqdeer/kismat ko Aik din zaror badal dete hai..Sabr kerna parta hai.Akhri Sansh Tak Har nahi Mano Dua Kero Har Gaye tu bhi sikander khelaogee..
    Please Dont mind if i write anything wrong & it hurts you Allah bless u
    Last edited by lifeislove; 02-05-2012 at 11:18 AM.

  10. #50
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: SD Member Khobiyan,Khamiyan (Maliha Farhan)

    Quote Originally Posted by lifeislove View Post


    When I write something People Dont Like It? Short Bat mujh se hoti nahi
    Thats why I avoid...but Now I write and that is my Perception
    about you in a short 1 month time i have here in SD



    Kobi: Very friendly

    Khami:Very Friendly(To some extent that is bad because some time we share our internal feelings with others and people makes Jokes because they dont understand in which situation we are how we see the world how much pain internally and externally we Face.thats why I always believe Ish dunya mai koi true friend nahi.Har hash ke bat karne wala dost nahi.Insan ko Itna Power ful Hona chaye ke woh har cheez apni marzi se kare as a male after 24 years i already achieve this power..But as Muslim female
    it is almost impossible to achieve this power.


    Message:

    Hamesha Dil ki bat suna kareein.Dil se mangi hoi koi dua rad nahi hoti
    Deer ho sakti hai.zindagi mai kabhi insan ye sochta hai ab kuch nahi hosakta aur tabhi sabh kuch hoskata hai.Allah par yakeen ush namumkin ko mumkin kardeta hai Pani musalsal pathar par katre ki sorat mai girte girte shigafh dal deta hai.Koi Khuwaish Dua agr akhri sansh tak bhi puri hojaie tu mar ker bhi zindagi mil jati hai warna insan sari zindagi zinda rehta hai sirf aur sirf zindagi ki talash mai .Taqdeer Kismat Likhne Wala Allah hai ush ke pas ush taqdeer/kismat ko delete ya change karne ki authority hai..humahara Allah par yakeen purkhlosh dua ush taqdeer/kismat ko Aik din zaror badal dete hai..Sabr kerna parta hai.Akhri Sansh Tak Har nahi Mano Dua Kero Har Gaye tu bhi sikander khelaogee..
    Please Dont mind if i write anything wrong & it hurts you Allah bless u
    Thank you
    Meri khami bhi friendly hai khoobi bhi friendly hai good /up
    Message acha hai I must follow it /thnx
    Font bht chota tha main nay mushkil sey parha
    Aur mind karnay ki koi baat nahi hai Thanks for ur time

Page 5 of 11 FirstFirst ... 34567 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •