Azeezaan-e-mehfil aadaab,
aehbaab ki nazar aek taaza ghazal, umeed hai pasand aaye gi,
nice
kafi arsay baad zain tumhary or tumhari sha,iri kay darshan,mera khiyaal hay kay hmaari is net ki dunya say shanaasaae ko kamo besh 10 saal kay qareeb hochalay hongay, or men nay hamesha tumhari jaanib say umda or pukhta kalaam parrha hay,, boht umda ghazal hay,khayaal waraftag or baysaakhtgi liye hoaiy hain,boht achi ghazal pr boht mubarikbaad
be had mamnooN hoon Zubair ke aap ne waqt diya, aor merey alfaaz par apni pasandeedagi ka izhaar farmaaya,bila shubah hamaara net ki duniya par saath bahot puraana hai, aor aap ne hameisha hi izzat afzaayi farmaayi hai, is inaayat pe aek baar phir be had mamnoon hooN,
umeed hai ab raabtey main rahein ge,
salaamat rahiye,aabaad rahiye.
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
Bohat achy !!
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
baaqi tamaam aehbaab ka bhi bahot shukriya jinhon ne waqt diya aor aek lafz main hi sahi,apni raaye se nawaaza.
salaamat rahiye.
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
Umdaa Janabbb
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§