umdaa
Dekh muhabbat ka dastoor
Tu mujhse mai tujhse door.
Tanha-tanha firte hain
Dil veeran, aankhen benoor.
Dost bicher jaate hain
shauk liye jaata hai door.
Hum apna gum bhool gaye
Dekha aaj kise majboor.
Dil ki dherkan kahti hai
Aaj aayega koi zaroor.
Koshis laazim hai dost
aage jo usko manjoor.
Suraj doob chala Faaqir
Aur abhi manzil hai door.
Last edited by R. M. Dixit; 05-05-2012 at 08:49 PM.
umdaa
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
Shukriya Safaraz aur
Zindgi. Tavajjo ke lie.