Wah....bohat khoob
Kyuon tabiiat kahiin thaharti nahin
dosti to udaas kartii nahin.
Ham hameshaa ke sair-chashm sahi
tujh ko dekhen to aankh bharti nahin.
Shab-e-hijraan bhi roz-e-bad ki tarah
kat to jaati hai par guzarti nahin.
Ye mohabbat hai, sun, zamaane, sun!
itnii aasaaniyon se marti nahin.
Jis tarah tum guzaarte ho naaz se
zindagi us tarah guzarti nahin.
Last edited by R. M. Dixit; 13-05-2012 at 09:48 AM.
Wah....bohat khoob
Aapko ghazal ke alfaaz
sachhe lage us ka shukriya.
Ahmad Faraaz ki nayaab ghazal hai.
kh00ob
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
Umdaa
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
Shukriya, Zindgi, Raani
aur Serfaraaz aap doston
ki tavajjo aur pasand ka. so Nice.
v gud