Nazuki us ke lab ki kia kahiye
Pankhari ek gulab ki si hai
(sakool life yaad aa gayi.. )
Last edited by Arslan; 14-05-2012 at 01:06 AM.
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
hum ko isi se tashbeeh ka samjhya geya tha
nice one
boht khobsurat shair hai....... leken main aik frnd hune k natay aik ahem bat btana chahti hon k yeh nazuki nhi hai "NAAZ"" KI" hai , aksar log isay nazuki hi parhtay hain , main bhi inter tk nazuki hi parhti thi , leken hamare dept ne urdu theek karne ka choon k thaika lya hua hai , wahi se pta chala tha k
Nazuki NAHI NAZ KI HAI
bohat khoob
very nice
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Hi Paras,
Dekhiye Ye " Mir Taqi " Miir" ki
ghazal ka Shair hai aur aabhi taq to
isme fer badal ka aapse he jikra suna
hai. Mir Saheb ke deewan mai to " Naazuki"
alfaaz he nazer aata hai.
nice