-
Ursu Ghazal: Kahte ho ki saharon ka manzer nahin dekha.
Kahte ho ki saharon ka manzer nahin dekha
Shayad kabhi tumne mera ghar nahin dekha.
Suna tere haath hue daste hinai
Achhe hain un aankhon ne ye manzer nahin dekha
Waada tha ki hum tumse mohabbat se milenge
Kyon usne mujhe aaj palat ker nahin dekha.
Kuch kahte hain wo mom hai kuch kahte hai pather
Afsos ki maine usko chu ker nahin dekha.
Dilkash jo mohabat se tavajjo ho khali
Aisa to koi maine sukhanwer nahin dekha.
Last edited by R. M. Dixit; 01-06-2012 at 05:07 PM.
-
Re: Ursu Ghazal: Kahte ho ki saharon ka manzer nahin dekha.
MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
PAKISTAN ZINDABAD
-
Re: Ursu Ghazal: Kahte ho ki saharon ka manzer nahin dekha.
-
Re: Ursu Ghazal: Kahte ho ki saharon ka manzer nahin dekha.
Shukriya Zindgi aur Naz
pasand kerne aur daad dene ka.
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules