Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 14 of 14

Thread: ~*~Deen-o-Duniya ki bhlai wali duaein~*~

  1. #11
    Join Date
    May 2010
    Location
    Karachi
    Age
    29
    Posts
    25,472
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6815 Thread(s)
    Rep Power
    21474876

    Default Re: ~*~Deen-o-Duniya ki bhlai wali duaein~*~

    Walaikum Assalam
    wow yeh to bhut acha silsila start kiya aap ney
    JAZAK I ALLAH KHAIR WA AHSAN AL JAZA......

  2. #12
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    Zameen pay
    Posts
    12,555
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6388 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: ~*~Deen-o-Duniya ki bhlai wali duaein~*~

    walikum salam khush rahye
    jazak Allah khair Allah app ajar day ga ameen app nay accha socha
    lakin aik baat ayi mind main kay ye sub islamic thread ya baat kerty hovay like dua etc ki easy kio bolty hain kay yakeen manye app ka ziyada time nahi agy ga posting kay liye bhi to time daity hain app yaha bhi 10 min ko aa jain etc etc is terha ka maine daikha hay akser hi bola jata hay kuch dua start kerny say phley share kerny say phley akhir kio easa akhir kio soch lia jata hay kay ye nahi perha jaey ga ya itnatime koun day type is terha
    mery khiyal say to is terha jub likha jata hay to kahs tor per phir kam hi read kia jata ya perha jata hay
    easa likhna hi nahi chaye
    Allah sub ko hidayat or amal kernyki tofeeq day or showq bhi daaly ameen
    pata nahi main apni baat samjha pai ya nahi

  3. #13
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    Zameen pay
    Posts
    12,555
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6388 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: ~*~Deen-o-Duniya ki bhlai wali duaein~*~

    Lijye may shuru kerti hun
    Allah amal kerny ki tofeeq ata kery
    her dua her acchi baat humari khud ki bhalai kay liye hi hoti hay na

    20ax91f - ~*~Deen-o-Duniya ki bhlai wali duaein~*~

  4. #14
    pakeeza's Avatar
    pakeeza is offline ~αттιтυ∂є ιz му ℓαηgυαgє~
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    ¢αηα∂α
    Posts
    6,267
    Mentioned
    20 Post(s)
    Tagged
    1509 Thread(s)
    Rep Power
    2259174

    Default Re: ~*~Deen-o-Duniya ki bhlai wali duaein~*~

    Quote Originally Posted by Rabi View Post
    walikum salam khush rahye
    jazak Allah khair Allah app ajar day ga ameen app nay accha socha
    lakin aik baat ayi mind main kay ye sub islamic thread ya baat kerty hovay like dua etc ki easy kio bolty hain kay yakeen manye app ka ziyada time nahi agy ga posting kay liye bhi to time daity hain app yaha bhi 10 min ko aa jain etc etc is terha ka maine daikha hay akser hi bola jata hay kuch dua start kerny say phley share kerny say phley akhir kio easa akhir kio soch lia jata hay kay ye nahi perha jaey ga ya itnatime koun day type is terha
    mery khiyal say to is terha jub likha jata hay to kahs tor per phir kam hi read kia jata ya perha jata hay
    easa likhna hi nahi chaye
    Allah sub ko hidayat or amal kernyki tofeeq day or showq bhi daaly ameen
    pata nahi main apni baat samjha pai ya nahi
    bhht shukriya siso aap n ebht achhi baat ki
    asal mein aapko pta hai jo shaitaan laeeen hain woh insaan ko bht bahakata rehta ha woh nahi chahta k insan kisi achhey amal pr chaley
    so woh hamesha usey her achhi baat se htaney ki koshish krta ha
    isi waja se akser hum achha kam krte krte reh jatey hain :s
    or rahi baat yeh likhney ki sis to asal mein main jahan prhti hun wahan btaya jata hai k jab aap kisi ko achhey amal ki trf laaney ki koshish krein to
    unhein aasani dikhhaein ta k kisi ko kuch mushkil amal na lagey or woh smjhey yeh
    to bus itna saa kaam hai bht asaan hai
    main zarur krun ga
    so isi waja se main ne b likh diya
    wrna hum sab hi yeh chahtey hain k
    achha kaam krein or hamesha achhey hi kaam sikhaein
    ALLAH hum sab ko tofeeq ata farmaein Ameen

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •