umda
Hamare Deeda.e.Tar Ko
Mohabbat Ho Gai Tum Se
Kisi Gehre Samandar Ko
Mohabbat Ho Gai Tum Se
Bhale Woh Chandni Shab Ho
Ya Fasl-E-Gul Ki Rangeeni
Mere Her Aik Manzar Ko
Mohabbat Ho Gai Tum Se
Kisi Lamhe Agar Tum Ko
Mohabbat Ho Gai Mugh Se
Samaj Lena Muqadar Ko
Mohabbat Ho Gai Tum Se
Jo Sirf Apni Zaat Se Hi
Pyaar Karta Tha
Suno…
Aik Aise Pathar Ko
Mohabbat Ho Gai Tum Se
Nahin Jaati
Tumhare Qurb Ki Khushboo
Nahin Jaati
Mere Ujre Hue Ghar Ko
Mohabbat Ho Gai Tum Se
Meri Ankhon Ki Janib Dekh Ker
Tum Jaan Sakti Ho
Ke Ik Ghehre Samandar Ko
Mohabbat Ho Gai Tum Se
Kisi Soorat Bhi Ab Ye Ashk
Tham Sakte Nahin Janaaa
Meri Ankhon Ke Sagar Ko
Mohabbat Ho Gai Tum Se
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
¸(¯`'•.¸(¯`'•.* .• '´¯)¸.• '´ ¯)
(¯`'•:. T.....@....n......H...A•'¯)
(_¸.•'´(_¸.•'´*♥*`'•. _)`'• .¸_)
umda
Umdaaa
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
nice,
kho0o0b..
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
Kisi surat ab ye ashk tham sakte nahin
Mere aankhon ke saager ko mohabbat ho gayi tumse.
Maasha allaha ! Are wah kya kahne
Bari bahtareen kalaam se nawaaza
Aapne.
Hum kabhi Khuda ke kaayal na the,
Ghazal padte he Khuda yaad aagaya.
Shukriya.