boht Khoob
ASLAAM O ALEKUM,
Kesey mizaaj haiN dosto,umeed hai bakheir honge,
aek dua nazam ki shakl maiN peish hai,umeed hai pasand aaye gi,
dil ki baat ko alfaaz ka roop deiney maiN kahaaN tak kaamyaab huwa,is ka andaaza aap ki aara se hi ho sakey ga,so apni aara deney maiN kanjoosi naheen kijiye ga,
aap ki aara ka intazaar rahey ga,
bahot khush rahiye,
dua go,Zain.
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
boht Khoob
​
Ameen suma AMeen
bhot Khoubsurat Dua .....pata nahi ku mujhe alag se ku lag rahe hain app........kiya waja hai ?
Mere Maalik Meri Ye ILtija Sun Le
Sum Amin
MASHALLAH Bohot Khubsoorat
Thx 4 Sharing
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
buhat khoobsurat likha ap nay...
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....
Walekam-Aslam
Aap nay tou rule diya. Such mein aisa laga raha tha jaisay aap nay meray dil ki baatein likh di hoon.
ALLAH(SWT) he tou hai jo sub kuch, sub kuch hai. Insan tou achay say achay bhi ho tou moun mour leta hai, aik baar us say sakhat-dili say paish ayen tou hamein kuch janta he nahi.
Aur hamara ALLAH(SWT) puri zindagi usay bhulaye rakhtey hein, khushi mein kabhi shukar nahi kiya aur jab museebat aati hai tou us say shikway kernay lagtey hein, apni adna si abadatein jatlanay lagtey hein, aur Woh phir bhi rehmtoon ki barshien ker deta hai. 70 mayon say ziada payara kernay wala. Kaiay Us ka shukar ada ker rahein hum.
Zain aap nay bohat he khubsurat likha hai. Aap ki her nazam, ghazal, shair aur qit behtreen hota hai bay-shak.
Lekin, yeh number one hai. Outstanding, marvelous, just superb.
MASHALLAH, SUBHANALLAH.
Jazak ALLAH.
Aur ALLAH(SWT) hum ko sirat-e-mustqeem per gamzin karey.AMEEN!
bht khubsurt
hosala afzaayi ke liye be had mamnoon hooN Naz,
yeh to mujhey bhi naheeN pata ke maiN alag sa kiyooN lag raha hooN aap ko,mujhey to bazaahir aesa kuchh naheeN lag raha,
wesey kis hawaaley se alag raha hooN?
Dua ki pasandeedagi ke liye aek baar phir shukriya,
bahot khush rahiye,
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN