Very nice Sad Poetry
ایک غزل Ú©Û’ ساتھ Ø+اضر ÛÙˆÚº جو Ú©Û Ø§ÛŒÚ© بÛت ÛÛŒ خوبصورت بØ+ر، بØ+ر٠خÙی٠میں Ù„Ú©Ú¾ÛŒ گئی ÛÛ’Û”
کون جانے تری جدائی میں
ساری شب تنÛا کتنا رویا ÛÙˆÚº
Ûجر Ú©ÛŒ شب Ú©ÛŒ ÙˆÛ Ø§Ø°ÛŒØª تھی
Ù¾ÛŒ Ú©Û’ میں جام٠صÛبا رویا ÛÙˆÚº
دیکھ کے اس کو جب خوشی سے میں
مسکرایا، ÙˆÛ Ø³Ù…Ø¬Ú¾Ø§ØŒ رویا ÛÙˆÚº
سارے چشمے بھی خشک Ûیں جاناں
یاد میں تیری اتنا رویا ÛÙˆÚº
رشتے ناطے ÛŒÛ Ú©ÛŒØ³Û’ØŸ سب جھوٹے
زخم٠جاں یاد آیا، رویا ÛÙˆÚº
(Ù…Ø+مد بلال اعظم)
mere bhai aap wazn aur behr se waqifiat rakhtey hen , ye bari achi baat ha.
ab aap ko digar umoor jesey k usloob , mazameen , aur sheriat par pehley se zyada tavajjo deni chahiye.
salamat rahen aur likhtey rahen.
Bohat bohat shukariya Aap Sab ka.
یاور بھائی بس آپ Ú©Ùˆ دیکھ ÛÛŒ شوق پیدا Ûوا ÛÛ’ØŒ دو Ù…Ø§Û Ù¾ÛÙ„Û’ تو میں عروض نگاری Ú©Û’ نام سے بھی ÙˆØ§Ù‚Ù Ù†Û ØªÚ¾Ø§Û”
ان Ø§Ù†Ø´Ø§Ø¡Ø§Ù„Ù„Û Ø¢ÛØ³ØªÛ Ø¢ÛØ³ØªÛ Ø¨Ûتری Ú©ÛŒ کوشش کر رÛا ÛÙˆÚºÛ”
اصلاØ+ بھی لیتا ÛÙˆÚºÛ”
اس غزل Ú©Û’ متعلق Ú©Ú†Ú¾ مشورے آپ بھی دیجیے ØªØ§Ú©Û Ø¢Ø¦Ù†Ø¯Û Ø§Ù† امور کا خیال رکھوں۔
امید ÛÛ’ آپ سے مجھے بÛت Ú©Ú†Ú¾ سیکھنے Ú©Ùˆ ملے گا۔
bilal bhai , mujhey khod sab ahbab se jo seekhney ka moqa milta ha is par men un ka ehsan mand hon. hunar koi bhi ho , nikhar peda karney k liye salon ki reyazat dakaar hoti ha. mera khod ye haal ha k misrey aur ashaar likh likh kar kat,ta rehta hon. phir kabhi kuch waqt baad ghor karta hon to jo ashaar kuch munasib lagain , jin men mere ilm aur samajh k mutabiq zuban ki koi bari ghalti na ho , aur iblagh ho raha ho , aisey ashaar ko shamil e ghazal kar deta hon , baqaya par lakeer phair deta hon. aisa bhi hota ha k ghazal doston ko sunaai , unhain pasand bhi ayi lakin mera dil mutmain na hoa , to misrey ya porey sher men tabdili kar di. aur agar kisi ka maswara dil ko laga to us k shukria k sath qabol kar liya. achi shairy ka muta,ala , mashq e sukhan , achey adeebon aur shairon ki sohbat , aur waqt , ye sab batain apni jagah bari ehmiat rakhti hen , is k sath sath mushairey bhi , jin se shayer ki bari tarbiat hoti ha. is rastey men kayi log aap k raastey ki deewar bhi banain gey , ap un se uljhain na uljhain ye aap par munhasar ha , lakin aik baat tey ha k , aadmi ki pehchan us k harf se hoti ha , sirf aap ka likha hoa hi aap ko motabar bana sakta ha aur tareekh men zinda rakh sakta ha , baqi sab batain is k aagey kam hesiat rakhti hen. barey barey ohdon waley aye , paisey waley aye , pr waley aye , badshahon k chahitey aye , madari aur shobda baz aye , lakin hamari adbi tareekh gawaah ha k aisa log apna rang zyada dair nahi jama sakey. aap bus jo thora ya zyada waqt apney faraiz porey karney k baad nikaal payen , wo is hunar ko khulos e neyyat se dain. aik baat par men yaqeen rakhta hon k sher k umda honey ki koi had nahi hoti , yani hamesha behtar se behtar banaye janey ka imkan rehta ha.
salamat rahen.
Last edited by yawar azeem; 20-07-2012 at 01:56 AM.
بÛت بÛت Ø´Ú©Ø±ÛŒÛ ÛŒØ§ÙˆØ± بھائی آپ کا۔
میری Ù¾ÛÙ„ÛŒ منزل اس وقت تو صر٠اور صر٠انجینئر بننا ÛÛ’Û”
شاعری ساتھ ساتھ Ú†Ù„ رÛÛŒ ÛÛ’ اور آپ جیسے دوستوں کا ساتھ رÛا تو یقینن کاÙÛŒ نکھار Ø¢ جائے گا۔
میں آپ کا بÛت بÛت مشکور ÛÙˆÚºÛ”
امید ÛÛ’ آپ Ø¢Ø¦Ù†Ø¯Û Ù¾ÙˆØ³Ù¹ Ú©ÛŒ گئی غزلوں Ù¾Û Ø¨Ú¾ÛŒ اپنے قیمتی مشوروں سے نوازتے رÛیں Ú¯Û’Û”
bohat khoob....
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!