Page 1 of 6 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 63

Thread: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    div82 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    zindagi aur mout dono pe he koi ikhtiyar nai insaan ka,na to wo apni marzi se paida hota hay aur na apni marzi se is duniya se ja sakta hay...
    lakin phir b ye sawal dil main thehar sa jata hay k kyun chalay jatay hain hum se dour jinhein hum hamesha apnay pas rakhna chahtay hain...
    kuch log itnay piyarey hotay hain,itnay khas k hum apni zindagi main hamesha un ka sath zaruri samjhtay hain apnay liye..
    hum se un ki judai daikhi nai jati,hum un ko chah k b nai rok saktay...
    lakin jin ko jana hota hay wo to chalay he jatay hain......kabhi na wapis anay k liye....!!!

    div82 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)
    suno hworiginal - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

  2. #2
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    Zameen pay
    Posts
    12,555
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6388 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    Bohat accha likha app nay HW or ap kheti hain kichri pakaien gi atay wali
    ye khichri hay kia

    Ye to dastoor-e-dunya hay Jo aya hay us nay wapis to jana hi hay chahy wo kitna hi piyar akio na h kia pata us nay phley jana hay ya humnay Allah ki cheez hain wapis to laini hay na us nay Or wapis lainy main bhi humara hi bhala kay na khatam honay wali Janat main inshaAllah jain gay
    ameen

  3. #3
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    Quote Originally Posted by Rabi View Post

    haan siso,me ko to laga tha khichri pakni bt aisa serious topic aya mind main k kuch serious he likh liya riter:
    haan sahi baat hay magar janay walon ki kami bohaat feel hoti hay zinda insanon ko
    ALLAH hum sab pe apna karam kary.Ameen

  4. #4

    Quote Originally Posted by Hidden words View Post

    haan siso,me ko to laga tha khichri pakni bt aisa serious topic aya mind main k kuch serious he likh liya riter:
    haan sahi baat hay magar janay walon ki kami bohaat feel hoti hay zinda insanon ko
    ALLAH hum sab pe apna karam kary.Ameen

    acchi baat hay serious aya mind main to umda likh diya
    ji kami to feel hona aik natural si baat hay na

    ameen

  5. #5
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    Quote Originally Posted by Rabi View Post

    acchi baat hay serious aya mind main to umda likh diya
    ji kami to feel hona aik natural si baat hay na

    ameen
    haan bas ye to ap logon ka piyaar hay jo pasnd kiya warna me to anari hun
    sahi baat hay
    suno hworiginal - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

  6. #6
    Join Date
    May 2010
    Location
    Karachi
    Age
    29
    Posts
    25,472
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6815 Thread(s)
    Rep Power
    21474876

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    Quote Originally Posted by Rabi View Post
    Bohat accha likha app nay HW or ap kheti hain kichri pakaien gi atay wali
    ye khichri hay kia

    Ye to dastoor-e-dunya hay Jo aya hay us nay wapis to jana hi hay chahy wo kitna hi piyar akio na h kia pata us nay phley jana hay ya humnay Allah ki cheez hain wapis to laini hay na us nay Or wapis lainy main bhi humara hi bhala kay na khatam honay wali Janat main inshaAllah jain gay
    ameen
    Ameen
    tumblr na75iuW2tl1rkm3u0o1 500 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    Hum kya hain

    Hmari Muhabatayn kya hain
    kya chahtay hain
    kya patay hain..

    -Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)

  7. #7
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    sahi baat jaanay walay to chalay jatay hain ALLAH ka hukam jo hota hai

    bohat acha likha hai Hidden words

    likhti raha karain

    eq2hdk - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

  8. #8
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    Quote Originally Posted by Vampire View Post
    sahi baat jaanay walay to chalay jatay hain ALLAH ka hukam jo hota hai

    bohat acha likha hai Hidden words

    likhti raha karain
    sahi baat
    thanx vampire u ne pasnd kiya me ko acha laga
    aj v zabrdasti likhwaya gaya hay u ko to pata na
    suno hworiginal - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

  9. #9
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    Bohatt Achaa likhaa haii Mohtarmaaa

    Laii Hayyatt aaieyy Qazza layy challii Challay
    Apnii marzii say aaiey na apni marzii challay
    Last edited by sarfraz_qamar; 17-07-2012 at 08:55 PM.

    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  10. #10
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post
    Bohatt Achaa likhaa haii Mohtarmaaa

    Laii Hayyatt aaieyy Qazza layy challii Challay
    Apnii marzii say aaiey na apni marzii challay
    Thank u so much muhtaram ap ne pasnd kiya
    suno hworiginal - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

Page 1 of 6 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •