div82 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

zindagi aur mout dono pe he koi ikhtiyar nai insaan ka,na to wo apni marzi se paida hota hay aur na apni marzi se is duniya se ja sakta hay...
lakin phir b ye sawal dil main thehar sa jata hay k kyun chalay jatay hain hum se dour jinhein hum hamesha apnay pas rakhna chahtay hain...
kuch log itnay piyarey hotay hain,itnay khas k hum apni zindagi main hamesha un ka sath zaruri samjhtay hain apnay liye..
hum se un ki judai daikhi nai jati,hum un ko chah k b nai rok saktay...
lakin jin ko jana hota hay wo to chalay he jatay hain......kabhi na wapis anay k liye....!!!

div82 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)