Page 7 of 7 FirstFirst ... 567
Results 61 to 63 of 63

Thread: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

  1. #1
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    div82 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    zindagi aur mout dono pe he koi ikhtiyar nai insaan ka,na to wo apni marzi se paida hota hay aur na apni marzi se is duniya se ja sakta hay...
    lakin phir b ye sawal dil main thehar sa jata hay k kyun chalay jatay hain hum se dour jinhein hum hamesha apnay pas rakhna chahtay hain...
    kuch log itnay piyarey hotay hain,itnay khas k hum apni zindagi main hamesha un ka sath zaruri samjhtay hain apnay liye..
    hum se un ki judai daikhi nai jati,hum un ko chah k b nai rok saktay...
    lakin jin ko jana hota hay wo to chalay he jatay hain......kabhi na wapis anay k liye....!!!

    div82 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)
    suno hworiginal - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

  2. #61
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Apne E Ap mein,,,
    Posts
    20,230
    Mentioned
    12 Post(s)
    Tagged
    3230 Thread(s)
    Rep Power
    21474871

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    Quote Originally Posted by Hidden words View Post


    banda ho he jata hay na kabhi kabhi sad..ab alag alag reasons hoti hain
    okay ab na to tm me ku dost smjti hu n na e share krti hu


  3. #62
    Join Date
    Jul 2012
    Location
    Lahore
    Age
    33
    Posts
    23
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    14 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    mere khiyal mein insan ko dil pe pather rakh k, ye such tasleem ker hi lena chahiye k ye dunya rehnay ki jaga nahi hai, bus aik guzerga hai, yahan pe sub atay hi janay k liye hain, rehnay k liye koi bhi nahi ata, insan ki tau fitrat hai k piyar kerna apne ird gird k logon or cheezon se, bohat mushkil hota hai kisi piyaray k khonay ka dukh berdasht kerna.. but after all yeh duniya hai, yahan ka asool yehi hai... so hum kia ker sktay hain.....

  4. #63
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    *In The Stars*
    Posts
    18,093
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1271 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: kitna majboor hay insaan (Dabang muqabla 2)

    bohat bohat acha likha hay hidden..

    un doran may net ki wajah say itna reply nahi kar pa rahi thi..

    aj parha hay.../up/up




    Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
    Mein Le Kar Bhi,

    Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
    Behter Hai...!!


Page 7 of 7 FirstFirst ... 567

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •