kitni udaas shaam hai ehsaas k angan main..
kayi gham ki haawein yaha tufaan ban gai...
dard ki bijlion se dherkanon ki gonje barh gayi
khizan k sokhey patton ki pheli chader pe...
shabnam ki bondein bhi tera naam likh gayi
es khomsh shab ko saliqa nahi aya dil bhelaney ka
her rukh mian jo dard ka naqsh bankr gard gayi...
kitna tang mizaaj mahoul tha khooli haawon k dermiya b
meri saanson ki qaid main aah bankey rook gayi ...
maazi ki awaaz b dabi rahi ta mudat labon k dermiya ...
ye bezubaan khamoshiya bas cheenkhti rah gayi...
dard tera bataney use kahi waja na mili..
tu kabi teri yaad ko bholaney use jaga na mili
kitni udaas shaam hai es wiraan shab ki..
dard ka angan hai gham hai tanhayi hai...
es rait k bister per sone teri yaad chali ayi hai
dobta suraj b ab thak k so gaya ord ker gham ki chader...
dard k ashna main sadion baad use neend ayi hai..
Resham