bohaat umda
Us ki kaali aankhon mein hain antar mantar sab;
Chaaqu waaqu, churiyan vuriyan, khanjar vanjar sab;
Jis din say tum roothay mujh say, roothay roothay hain;
Chaadar vaadar, takiya vakia, bistar vistar sab;
Mujh say bichar k wo b kahan ab pehlay jaisa hai;
Pheekay par gay kapray vapray, zevar shevar sab;
Aakhir main kis din dooboon ga fikrain kartay hain;
Darya varya, kashti vashti, langar vangar sab...!!!
bohaat umda
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
Us ki kaali aankhon mein hain antar mantar sab;
wah wah kiya ghazab ki shairy hai maza agaya
/up
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
umda
umda sharing
goood sharing.....
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
hum ku bha gae u ki ghazal ka ashar sub k sub
Us ki kaali aankhon mein hain antar mantar sab;
Chaaqu waaqu, churiyan vuriyan, khanjar vanjar sab..!!
MAR DALA....!!
NYC ONE....!!
YOU INTOXICATE ME WITH THE FRAGRANCE OF YOUR SOULFUL LOVE..
YOUR MAGICAL TOUCH MAKES MY SOUL STIR INSIDE MY BODY..
YOU ARE MY SOLACE.. !!