Afgani Pulao

Cooking time: As Required

Serves : 4-6

Ingredients :
1kg rice (saila) 1 ghante pehlay bhigo de
1kg meat
4 nion
6/7 tomato
2tbs ginger
2tbs garlic
10-15 green chillies
1cup coriander
salt to taste
10-15 black pepper
clove=5to8
5to6 bari aur choti ilachi
2to4 dar cheni
1tbs pisa hua garam masala
half cup kishmish (pani main bhigo de)
half cup chuwara (pani main bhigo de)
half cup badam (pai main bhigo ker chilka hata de)
6glass water
two cup ghee

Method :

1-Sub se pehlay ghee garam ker ke us main onion fry karay brown ho jae to us main gosht fry karo aur acchi terha se gosht ka pani khushk ho jaye to ginger garlic dal ker 1mint fry karay aur halki aanch per 30to45min(aggarbada ghosht hain).
2-Ab us main green chillies tomato coriander sabut aur pisa hua garam masala salt dal de acchi terha mix ker kay 8to 10min rakh de.
3-Ab alag dechkay main aik piyaz lal karay jub brown ho jaye to us main rice daal de us koaik mint tak bhoohnay
4-Phir us main gosht ka saalan dal de acchi terha mix karay saath main pani daal de tez aanch per rakhay jab pani aadh glass reh jaye to halki aanch per rakh de fry pan may thora ghee fry karay us main badam kishmish aur chuwara fry ker kay dal de pulao tayar hain raitay ke saath maaze le ker khae.