ahan kiya baat hia
Muhabbat jhoot lagti hay mujhay
ik khokhla jazba
jisay izhar ki her waqt khuwaish hoo
kahay janay ki
sunanay ki
jisay her pal zarorat hoo
“Mujhay tum say Muhabbat hay”
na janay rooz kitnay loog
is jumlay ko sunay k liyay baidar hotay hain
ye aisa jhoot hay jis ka sehr
sadioo’n say tari hay
magar janaa’n
Muhabbat jab kabhi izhaar ko tersay
koi tum say ager kahday
Mujhay tum say Muhabbat hay”
to us ki baat mat sunnana
Muhabbat rooh say phootay
muhabbat aks ban jaye
to phir tum ko yaqee’n aye
k main nay sach kaha tum say
muhabbat rooh ban jaye
to phir us ka yaqee’n kerna
warna aik jumla koi kitni baar duhraaye
kahay jayee
nahi sunnuna
muhabbat jhoot hay janaa’n
ager izhaar ki is ko zaroorat ho….
ahan kiya baat hia
​
v nice
achi hai
but i m not agree
behas ais liye nahi keh her insaan ki apni thoughts per feeling hoti hain
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....