i think real friendship never fails , bs circumstances sometimes takes people away...
Asalam o Alaikom
aajj yeh line nigah sayy guzzrriii
"Every seven years,you lose about half of ur friendzz and replace them with new people"
Friendzzz
Is this true
and
what is the main reason of the friendship failing?????
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
i think real friendship never fails , bs circumstances sometimes takes people away...
Walaikumusalam
merey to bachpan se wohi dost hain koi kam nahi huwaye 7 kiya 14 saal honay ko aye
un main add zarur huwaye hain par jo puranay thay woh kam b nahi huwaye
yeh galat hai baat
walikum salam pata nai kya hay aur kya nai,me ki friends se to kafi douri ho gayi me ki ab,just formality reh gayi
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
aisa tu kuch nahi hia sheem se abhi tak dosti hai lolzzz haan aik frnd ko zaror chora hai dosti chori hai milna julna nahi phele jiase baat nahi hai leken cusion hia islye milna hojata hia ..bus baki yaar salamat zindagi salamat
me ki friend list me addition hoti hy kami to nhi hui...meri bachpan ki frnds se aj bhi bht achi frndshp hy.
Waalaikuum salam... Hmmm... Me k b jo purani friends thi oun k sath ubi b wesi dosti hai... Haan n purani frndz k sath sath ub new frndz bi add ho gae hain.. N dosti b km nae hui... Waqt k sath sath brhti ja rae hai..ALHAMDULILLAH..
---------------- -----------------
-------------------------------------------------------------
some people are worth
melting for....!!!
..(olaf)..
------------------------------------------------------------------------
walaikum Asalam
esa to kuch nai hai...meri school frndz thi bas wo school mei hi reh gayi
czns wagera hain wo gaon mei
frndz mughe yad hain apni sari beshak hamara contact na ho
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Walaikum Assalam
Meri aaj tak koi frnd hi nahi bani bahar... meri dono behnen hi meri best frnds hai shuru say
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا