Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 20 of 20

Thread: Ashk Aankho'n Mai'n Kab Nahee'n Aata

  1. #1
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Ashk Aankho'n Mai'n Kab Nahee'n Aata

    Ashk Aankho'n Mai'n Kab Nahee'n Aata,,,
    Lahoo Aata Hai Jab Nahee'n Aata,,,

    Hosh Jaata Nahee'n Rahaa Laikin,,,
    Jab Vo Aata Hai Tab Nahee'n Aata,,,

    Sabr Thaa Ek Moonis E Hijar,,,
    So Vo Muddat Say Ab Nahee'n Aata,,,

    Dil Say Rukhsat Hovi Koi Khhuvaahish,,,
    Giriya Kuchh Bay-Sabab Nahee'n Aata,,,

    Eshq Ko Hosla Hai Shart Varnaa,,,
    Baat Ka Kis Ko Dhab Nahee'n Aata,,,

    Jee Mai'n Kyaa Kyaa Apnay Hai Humdam,,,
    Par Sukhhan Taa BaLab Nahee'n Aata,,,

    Door Baithaa Ghubaar E Meer' Uss Say,,,
    Eshq Bin Yeh Adab Nahee'n Aata.....!!
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)


  2. #11
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Haa'n Aisa Keh Saktay
    Quote Originally Posted by UuLO0oº View Post
    Matleb ke tab se hi dil ne dharkna shoro kiya tha
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)


  3. #12
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    USA
    Posts
    3,213
    Mentioned
    347 Post(s)
    Tagged
    1752 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default

    Quote Originally Posted by Saff-Shikan View Post
    Haa'n Aisa Keh Saktay
    matleb ke baat to porani hai ab to

  4. #13
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Haa'n Jee . . . Bohat Puraani Hai
    Quote Originally Posted by UuLO0oº View Post
    matleb ke baat to porani hai ab to
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)


  5. #14
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    USA
    Posts
    3,213
    Mentioned
    347 Post(s)
    Tagged
    1752 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default

    Quote Originally Posted by Saff-Shikan View Post
    Haa'n Jee . . . Bohat Puraani Hai
    dard jitney porany ho.. maza wohi deyty hain.. Porani sharab ki tarha.. ( Allah Muaf karey.. english proverb hai yeh so do not take literally )

  6. #15
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Aray Vaah :-) Shair Sunaata Hoo'n . . . Andaaza Ho Jaaye Ga

    Zindagii !! Log Jisay MarHam E Gham Jaatay Hai'n,,,
    Jis Tarah Hum Nay Guzaari Hai Hum Jaantay Hai'n,,,
    Dard Kuchh Aur Attaa Kar Kay Teray Dard-Navaaz,,,
    Yeh Sakhaavat Teray Ma'ayaar Say Kam Jaantay Hai'n :-)


    Andaaza Ho Jaaye Gaa Ab :-)
    Rahii Baat Sharaab Ki To. . .

    Hum Malango'n Say May-Kaday Vaalay,,,
    Damm Karaanay Ko Sharaab Laatay Hai'n :-P
    Quote Originally Posted by UuLO0oº View Post
    dard jitney porany ho.. maza wohi deyty hain.. Porani sharab ki tarha.. ( Allah Muaf karey.. english proverb hai yeh so do not take literally )
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)


  7. #16
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    USA
    Posts
    3,213
    Mentioned
    347 Post(s)
    Tagged
    1752 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default

    Quote Originally Posted by Saff-Shikan View Post
    Aray Vaah :-) Shair Sunaata Hoo'n . . . Andaaza Ho Jaaye Ga

    Zindagii !! Log Jisay MarHam E Gham Jaatay Hai'n,,,
    Jis Tarah Hum Nay Guzaari Hai Hum Jaantay Hai'n,,,
    Dard Kuchh Aur Attaa Kar Kay Teray Dard-Navaaz,,,
    Yeh Sakhaavat Teray Ma'ayaar Say Kam Jaantay Hai'n :-)


    Andaaza Ho Jaaye Gaa Ab :-)
    Rahii Baat Sharaab Ki To. . .

    Hum Malango'n Say May-Kaday Vaalay,,,
    Damm Karaanay Ko Sharaab Laatay Hai'n :-P
    waah janab.. boht aalaaw.. dukh kuch aor atta kar teray.. boht hi umda..

    aor haan ji yeh maykady ka dam karne wali baaat bhi boht achi hai..

    Ghalib ke boht se assar main sharab ki baatein ki gayi hai..

  8. #17
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Huhaha Haa'n Jee . . .
    Sirf Ghalib Ko Hi Parhaa Hai ??
    Sharaab Pay Sab Say Behtareen Aur Umdah Shaa'iri "Abdul Hameed Addam" Saahib Ki Hai :-)
    Aur Saaghar Saddiqui Ki Bhi Umdah Shaa'iri Hai Sharaab Par .....
    Quote Originally Posted by UuLO0oº View Post
    waah janab.. boht aalaaw.. dukh kuch aor atta kar teray.. boht hi umda..

    aor haan ji yeh maykady ka dam karne wali baaat bhi boht achi hai..

    Ghalib ke boht se assar main sharab ki baatein ki gayi hai..
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)


  9. #18
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    USA
    Posts
    3,213
    Mentioned
    347 Post(s)
    Tagged
    1752 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default

    Quote Originally Posted by Saff-Shikan View Post
    Huhaha Haa'n Jee . . .
    Sirf Ghalib Ko Hi Parhaa Hai ??
    Sharaab Pay Sab Say Behtareen Aur Umdah Shaa'iri "Abdul Hameed Addam" Saahib Ki Hai :-)
    Aur Saaghar Saddiqui Ki Bhi Umdah Shaa'iri Hai Sharaab Par .....

    nahin yaar, meri itni hesiat hi kahan ke main ghalib ko parh ke samajh sakon, yeh to Urdu daan logon se suna hai.. khair meri zok to Faiz A Faiz, Shaqira parveen, Mohsin Naqvi ya kuch different unkhown poets.. bus. Meer, Alama Iqbal ya Poraney poets ki poetry boht hi mushqil hoti hai...

    acha ji.. to aap kabhi share bhi to kiya karein..Irshad.

    waisey woh post, jismain jannat se aaye khat ki baat hai woh aapney khud likhi hai? Boht hi zabardast hai.. halan ke mujhey poets ka itna pata to nahin hai per samajh main aata hai k kis ki taang khinchi gayi hai

  10. #19
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Type Mai'n Nay Ki Hai .... Voh Anwar Saahib Nay Likhaa. ..
    Quote Originally Posted by UuLO0oº View Post
    nahin yaar, meri itni hesiat hi kahan ke main ghalib ko parh ke samajh sakon, yeh to Urdu daan logon se suna hai.. khair meri zok to Faiz A Faiz, Shaqira parveen, Mohsin Naqvi ya kuch different unkhown poets.. bus. Meer, Alama Iqbal ya Poraney poets ki poetry boht hi mushqil hoti hai...

    acha ji.. to aap kabhi share bhi to kiya karein..Irshad.

    waisey woh post, jismain jannat se aaye khat ki baat hai woh aapney khud likhi hai? Boht hi zabardast hai.. halan ke mujhey poets ka itna pata to nahin hai per samajh main aata hai k kis ki taang khinchi gayi hai
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)


  11. #20
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)


Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •