Khoobsurat jaanton mein saanp chorey raat bher
Muskarati saatun ke lekah phorey raat bher
Shama ki loo hai ke hai ye aatissh-e-hijrahan ki aanch
Hum pighltey jarhey hain thorey thorey raat bher
Mein ne dil ki reat pr askhoon se likhii ye ghazal
Aur daryaaon ke rukh palkoon se morey raat bher
Raesshmi yaadoon ke gouchey khul rahye hain dam ba dam
Bhegye bhegye chand se moti nechore raat bher
Dekhta rehta hai wo naena laye ab dam ba khud
Tornye walaye ke meine khuwaab jorye raat bher