dekhye me tanqeed nahi krta,, han jo log amateur likhty hen me un ki bat kr raha hoon nd mery pas itna time nae hai k novels parho yakeenan ye achy silsilay hongy inspired people are there too jo achy writers sy inspired hen,,, me bohat arsa in sub digests ko parha hai,, nd wo acha e likhty hen siway anchal digest k jis ka hawala Sq ne dia hai..
nd jahan tak KD ka taluq hai achi tehreren hoti hen ,, funny b serious be but mozo aat me aksar mohabbat nd piyar sy related hoty hen
Last edited by captain planet; 01-10-2012 at 12:57 AM.
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
main iss say ziada v hadd karnay wallaa thaa,phirr mjhay khiall aa giyaa merii hadd sayy ziada tankeed parr sd ki khawateenn nayy merii bandd baja denii haiiii
appp nay jinn writers kay name lieyy hain,unn main sayy kabii ksii koo parhnay kaa ittifaqq iss liey naii howa keh yeh khateen walay diagests main likhtii hain(Qudsia bano,Masroor sisters,Qurat ul Ain,Neelam Bashir Ahmad etc ko hii parha haii),2nd inn kayy baray main main nayy sunaa bht haii aorr net parr inn kii tehreeroo sayy iktabassat b parhay hainnn,3rd main inn mature writers parr tankeed naii karr raha,main too aajj kall kii naamm nihadd writerzz kii baatt karr rahaa hoo jooo cheap kisam kii stories main cheap kisam kay scenes create kartii hainnn,jinn kaa moashray par negative assarr hotaa haiiii.........
Shuwaa kafii arsaa pehlay parhtaa thaa,jabb main chota bacha hotaa thaa,uss waqt v kuch aisi hi stories hotii thiii,abb ka pata nahii keh kia mayaarr haiiiiiiii
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
kand kya hota hai
hmmmm observation ka aks hoti sahi baat hai per wo wese hi likh de jese unhei ne observe kiya to koi interest nai leta..
moasharti burayi samne laye sahii baat per ap ne bs ik kahani parhi or parhein to shyd ap ko wo dikh jaye jo ap parhna chahte hain....har kism ki kahaniya hain...or har kahani mei positive nd negative point hai .. ye hum pe hai k hum kya seekh rahe hain...
letters b hote na digest mei..to us mei ik larki ne likha tha k .... hamare ass pass pehle hi itni tensions hain uper se kahaniyo mei b yehi?
novels mei kuch to charm rakhe k banda thori dair hi sahi tension ko bhoole.....
or ap ki nazar mei chawal kism ka hai jo.....kisi na kisi ko kahin na kahin accha lagta hi ho ga ....nd writes sirf ik ka nai sab ka khayal rakhti is liye har tarah ki kahniya hain jo banda parhna chahe
Last edited by SenoriTa; 01-10-2012 at 09:04 AM.
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
ji mera point bhi yehi hai ke aik digest ki waja se dosre digest ko aik line mein na khara karein
baaqi KD KI jo apne baat ki to awal to aisi itni tehreerein hoti nahiin jin mein mohabbat ko hi mouzoo banaya jaye ya agar mohabbat agar hoti hai to uske saath hai mazboot theme hoti hai aik topic aik powerful story hoti hai..rhi juniors ki baat to unke qalam mein waqt ke saath hi maturity paida hoti hai..har bara writer choti stories se hi ibtida krta hai pukhtgi ane mein zahir hai waqt lagta hai jab hi stories shayad itni powerful aur strong plot ki na hoti hon may be anchal ki writers ke saath bhi aisa hi ho
Last edited by мιѕнααℓ; 01-10-2012 at 12:28 PM.
umaira ahmed(meri zaat zarrah benishaan) aneeza syed(dil mann musafir e mann) farhat ishtiyaaq nimrah ahmed(mushaf;jannat ke pattay,korakorram ka taj mahal) rukhsana nigar adnan..
Inke novels kitaabi shakal mein achuke hain...meri khawahish hai aap inhei zaror parhein infact writers mein nimrah ahmed buhut kam umar hai magar unki soch amature nahiin hai
pakeeza ko mein discuss nhi karongi kyunke kabhi parha nhi lekin yeh chahongi ke log mayari digests ka mutalaaa karein