Page 5 of 9 FirstFirst ... 34567 ... LastLast
Results 41 to 50 of 86

Thread: Haddd Hoottii haii Yarrrrr.........

  1. #41
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Apne E Ap mein,,,
    Posts
    20,230
    Mentioned
    12 Post(s)
    Tagged
    3230 Thread(s)
    Rep Power
    21474871

    Default Re: Haddd Hoottii haii Yarrrrr.........

    Quote Originally Posted by ๓เรђคคl View Post


    aj kal ki baat hai to what about mushaf of nimrah? In KD what about jannat ke pattay in KD?
    What about koh e giraan the hum? In shuaa yeh sab recently hi aye hain digest main aur kuch silsilawaar bhi chal rahe hain Aap chahein to inka mutalla kar ke apni raye de sakte hain..
    dekhye me tanqeed nahi krta,, han jo log amateur likhty hen me un ki bat kr raha hoon nd mery pas itna time nae hai k novels parho yakeenan ye achy silsilay hongy inspired people are there too jo achy writers sy inspired hen,,, me bohat arsa in sub digests ko parha hai,, nd wo acha e likhty hen siway anchal digest k jis ka hawala Sq ne dia hai..
    nd jahan tak KD ka taluq hai achi tehreren hoti hen ,, funny b serious be but mozo aat me aksar mohabbat nd piyar sy related hoty hen
    Last edited by captain planet; 01-10-2012 at 12:57 AM.


  2. #42
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Haddd Hoottii haii Yarrrrr.........

    Quote Originally Posted by ARFA..! View Post
    UFF UFF UFF..
    HAHHA....!!
    YEW R UNROMANTIC I GUESS..
    SERIOUSLY HAD KAR DI APNAE B..!!
    ROMANTIC N SOOTHING SCENE KI AESI KI TAESI..
    UNROMANTIC BANA DALA....!!
    U NEVE NOE..HUMARI REAL STORIES HI STORIES BAN JATI HEIN..!!
    app ka guess kuch kuch thekk haii....
    aisay scenz mainn meraa too hassaa hii nikall jataa haiii

    mera nai khial keh real main kuch aisaa hootaa hooo,siwaieyy khawatenn kayy roonay dhoonnay kayyy





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  3. #43
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Haddd Hoottii haii Yarrrrr.........

    Quote Originally Posted by naz View Post
    hehehehehehe yeh tu wqie sochne wali baatain hian hehehe
    jii zarorr sochainnnn





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  4. #44
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Haddd Hoottii haii Yarrrrr.........

    Quote Originally Posted by captain planet View Post

    ap ki soch kash sub writers ki soch bn jay... I agree with u 101 % k writers ko is tarz sy kahania likhni chaye jo masbat tabdeli layen teen agers k andar
    me say agree karnay ka shukriyaaa





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  5. #45
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Haddd Hoottii haii Yarrrrr.........

    Quote Originally Posted by ๓เรђคคl View Post
    Walaikum Assalam ,
    waqi sarfraz bhai apne bhi had hi kardi

    well meri side pe KD ,shuaa aur kiran atey hain...jitna mere ilm mein hai to un mein buhut si shaoor paida karne wali stories hoti hain aur logo khusosan girls ki kafi islah ho jati hai woh reserve ho jati hain,zindagi ke har pehlo par unki rehnumayi hojati hai.Islami,maushrati,maushi,Ikhlaqi,rishton aur mohabat ke pehlu par har tarhan ki stories hoti hain ..lekin aap mehaz chand stories parh kar digests ke fawaid or nuqsanaat par behas nhi kar sakte... aur digests ka mujhe nahiin pata magar KD,Shua and kiran ko meine buhut acha paya hai !
    umera,maha,farhat,rahat sisters,jabeen sisters ,sajida habib,aneeza syed ki khidmaton se mujhe inkaar nahiin aur ab nimrah ahmed bhi..to bas yeh mera personal point of view hain aur mujhe yahan debate star nahiin karni bas yeh kehna hai ke i appreciated Digest KD,shuaa,kiran and all writers work !
    main iss say ziada v hadd karnay wallaa thaa,phirr mjhay khiall aa giyaa merii hadd sayy ziada tankeed parr sd ki khawateenn nayy merii bandd baja denii haiiii

    appp nay jinn writers kay name lieyy hain,unn main sayy kabii ksii koo parhnay kaa ittifaqq iss liey naii howa keh yeh khateen walay diagests main likhtii hain(Qudsia bano,Masroor sisters,Qurat ul Ain,Neelam Bashir Ahmad etc ko hii parha haii),2nd inn kayy baray main main nayy sunaa bht haii aorr net parr inn kii tehreeroo sayy iktabassat b parhay hainnn,3rd main inn mature writers parr tankeed naii karr raha,main too aajj kall kii naamm nihadd writerzz kii baatt karr rahaa hoo jooo cheap kisam kii stories main cheap kisam kay scenes create kartii hainnn,jinn kaa moashray par negative assarr hotaa haiiii.........

    Quote Originally Posted by ๓เรђคคl View Post


    srfraz bhai apne kabhi parha hai waise KD AUR SHUAA?


    Shuwaa kafii arsaa pehlay parhtaa thaa,jabb main chota bacha hotaa thaa,uss waqt v kuch aisi hi stories hotii thiii,abb ka pata nahii keh kia mayaarr haiiiiiiii





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  6. #46
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Haddd Hoottii haii Yarrrrr.........

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post


    balkeh hadd kayy aaggay kandd hoo gaii haiiii

    kahaniyan writerzz kii observation ka aksss hotii hain,agarr inn tehreeroo kayy zarieyy,bajaieyy iss type kayy chawala kisam kay scene create karnay kayy koii achaa saa message hoo yaa phirr kiisii moashartii Burraii koo sabb kayy samnayy layaa giyaa hoo,wohh behtarr haiiii
    kand kya hota hai

    hmmmm observation ka aks hoti sahi baat hai per wo wese hi likh de jese unhei ne observe kiya to koi interest nai leta..
    moasharti burayi samne laye sahii baat per ap ne bs ik kahani parhi or parhein to shyd ap ko wo dikh jaye jo ap parhna chahte hain....har kism ki kahaniya hain...or har kahani mei positive nd negative point hai .. ye hum pe hai k hum kya seekh rahe hain...
    letters b hote na digest mei..to us mei ik larki ne likha tha k .... hamare ass pass pehle hi itni tensions hain uper se kahaniyo mei b yehi?
    novels mei kuch to charm rakhe k banda thori dair hi sahi tension ko bhoole.....
    or ap ki nazar mei chawal kism ka hai jo.....kisi na kisi ko kahin na kahin accha lagta hi ho ga ....nd writes sirf ik ka nai sab ka khayal rakhti is liye har tarah ki kahniya hain jo banda parhna chahe
    Last edited by SenoriTa; 01-10-2012 at 09:04 AM.


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  7. #47
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default

    Quote Originally Posted by captain planet View Post

    dekhye me tanqeed nahi krta,, han jo log amateur likhty hen me un ki bat kr raha hoon nd mery pas itna time nae hai k novels parho yakeenan ye achy silsilay hongy inspired people are there too jo achy writers sy inspired hen,,, me bohat arsa in sub digests ko parha hai,, nd wo acha e likhty hen siway anchal digest k jis ka hawala Sq ne dia hai..
    nd jahan tak KD ka taluq hai achi tehreren hoti hen ,, funny b serious be but mozo aat me aksar mohabbat nd piyar sy related hoty hen
    ji mera point bhi yehi hai ke aik digest ki waja se dosre digest ko aik line mein na khara karein

    baaqi KD KI jo apne baat ki to awal to aisi itni tehreerein hoti nahiin jin mein mohabbat ko hi mouzoo banaya jaye ya agar mohabbat agar hoti hai to uske saath hai mazboot theme hoti hai aik topic aik powerful story hoti hai..rhi juniors ki baat to unke qalam mein waqt ke saath hi maturity paida hoti hai..har bara writer choti stories se hi ibtida krta hai pukhtgi ane mein zahir hai waqt lagta hai jab hi stories shayad itni powerful aur strong plot ki na hoti hon may be anchal ki writers ke saath bhi aisa hi ho
    Last edited by мιѕнααℓ; 01-10-2012 at 12:28 PM.

  8. #48
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post

    main iss say ziada v hadd karnay wallaa thaa,phirr mjhay khiall aa giyaa merii hadd sayy ziada tankeed parr sd ki khawateenn nayy merii bandd baja denii haiiii

    appp nay jinn writers kay name lieyy hain,unn main sayy kabii ksii koo parhnay kaa ittifaqq iss liey naii howa keh yeh khateen walay diagests main likhtii hain(Qudsia bano,Masroor sisters,Qurat ul Ain,Neelam Bashir Ahmad etc ko hii parha haii),2nd inn kayy baray main main nayy sunaa bht haii aorr net parr inn kii tehreeroo sayy iktabassat b parhay hainnn,3rd main inn mature writers parr tankeed naii karr raha,main too aajj kall kii naamm nihadd writerzz kii baatt karr rahaa hoo jooo cheap kisam kii stories main cheap kisam kay scenes create kartii hainnn,jinn kaa moashray par negative assarr hotaa haiiii.........





    Shuwaa kafii arsaa pehlay parhtaa thaa,jabb main chota bacha hotaa thaa,uss waqt v kuch aisi hi stories hotii thiii,abb ka pata nahii keh kia mayaarr haiiiiiiii
    umaira ahmed(meri zaat zarrah benishaan) aneeza syed(dil mann musafir e mann) farhat ishtiyaaq nimrah ahmed(mushaf;jannat ke pattay,korakorram ka taj mahal) rukhsana nigar adnan..
    Inke novels kitaabi shakal mein achuke hain...meri khawahish hai aap inhei zaror parhein infact writers mein nimrah ahmed buhut kam umar hai magar unki soch amature nahiin hai

    pakeeza ko mein discuss nhi karongi kyunke kabhi parha nhi lekin yeh chahongi ke log mayari digests ka mutalaaa karein

  9. #49
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default

    Quote Originally Posted by SenoriTa View Post


    kand kya hota hai

    hmmmm observation ka aks hoti sahi baat hai per wo wese hi likh de jese unhei ne observe kiya to koi interest nai leta..
    moasharti burayi samne laye sahii baat per ap ne bs ik kahani parhi or parhein to shyd ap ko wo dikh jaye jo ap parhna chahte hain....har kism ki kahaniya hain...or har kahani mei positive nd negative point hai .. ye hum pe hai k hum kya seekh rahe hain...
    letters b hote na digest mei..to us mei ik larki ne likha tha k .... hamare ass pass pehle hi itni tensions hain uper se kahaniyo mei b yehi?
    novels mei kuch to charm rakhe k banda thori dair hi sahi tension ko bhoole.....
    or ap ki nazar mei chawal kism ka hai jo.....kisi na kisi ko kahin na kahin accha lagta hi ho ga ....nd writes sirf ik ka nai sab ka khayal rakhti is liye har tarah ki kahniya hain jo banda parhna chahe
    saniya ki baat theek hai,har mouzuaat par tehreerein hoti hain,depend karta hai bande par ke usne kia parhna hai ,achi lkutub ka mutalla karna bhi faida mand hota hai aur ache digests ka bhi..bande pe hai na ke woh digest mein kya parhta hai aur kya chorta hai,,,

  10. #50
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Karachi Pakistan
    Posts
    13,592
    Mentioned
    62 Post(s)
    Tagged
    7109 Thread(s)
    Rep Power
    21474863

    Default Re: Haddd Hoottii haii Yarrrrr.........

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post


    just 5 percent nay kiaa teerr maarr laina haiii...

    aorr aappkii baatt kuch hadd takk theekk haii kehh real life main inn kahanioun jaisayy larkayy yaa larkiyan milnaa mushkill balkehh naa mumkin haii,,meraa khial hai kehh inn tehreeroo kayy zarieyy moashartii biggarr koo samnnay layaa jaa sakta haii,aorr positive messages kayy zarieyy kacahy zehnooo kii rahh nummaii kii jaa sakti haiii
    yup ap thek keh rae ho but achi baten hun siikhte he kab hian

Page 5 of 9 FirstFirst ... 34567 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •