kandd meanss Diwarr jissay eng main wall kehtay hain
aap ki batt aik hadd takk saii hai keh novelzz main charmm kayy liey iss type kay jazbatti ya romanvi scenzz dall dieyy jatay hain,magar yeh sabb aikk hadd tak hii honaa chahieyy aorr iss ka b aik mayarr hooo....
dosraa aap nay kisi larkii kay khatt ka zikarr kiya,too haqeeqat sayy nazzar churrana kahan kii danishmandii hai,writers koo waii dikhana chahieyy joo hamaray ird girdd hoo raha haii,jaisa keh Bano Qudsia,Isnat Chughtaii aorr Masroor sisters,amarta pareetam nayy dikhaya haiiii.....
aajj kaa Urdu Adeeb tooo iss Diagest main chapnay wallii tehrerroo koo urdu adabb mann nay takk kayy liey tayarr nahiiii..........